Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | How To Stop Anger Problems - Ghussa Kam Karney Ki Mushq 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
12026
 
How To Stop Anger Problems
  1. Dunya mein koi bhi insaan kamil nahin aap ka khawand bhi nahin. Har insaan ki tarah uss mein 10 khoobiyan aur 10 khamiyan hain khawand ko inn khoobiyon aur khamiyon samaet qabool kar lein. Kyun kay koi doosra bhi kamil nahin hoga. Khawand ki khamiyon ki bajaey uski khoobiyon per nazar rakehin uski khoobiyan talash karein chahey woh ma'amooli hun iss mushq ki madad sey uski khoobiyon ko zyada pur kashish banaein.

        Mushq no. 3

  • Jism ko bilkul dheela chor kar aaraam sey beth jaein 3 lambey saans lein aur aankhein bund kar lein.
  • Mian ki khoobiyon kay baarey mein sochein to aap kay dimagh mein ek achi tasweer baney gi.
  • Iss tasweer mein tabdiliyan karein maslan agar yeh tasweer black and white hai to isey rangeen karein isey zyada saaf aur roshan banaein tasweer ko bara kar kay qareeb ley aaein ab mian ki khoobiyan aap ko zyada achi lagein gi.

    Aurat ki izzat uska khawand hai agar uss mein koi bhi khoobi nahin to phir usey chorney ka socha ja sakta hai dekha gaya hai jo aurtein kisi wajah sey mian sey alaehdgi ikhtiyar kar leti hain unki dobara shaadi hona bohut mushkil hoti hai humarey haan to pehli shaadi bhi mushkil sey hoti hai (MA pass larkiyon kay shohar matric pass hain) aisi badnaseeb aurton ki haisiyat ek do saal mein apney maekey mein nokron sey budter ho jati hai. Phir inn bachiyon ko apna wahi bura bhala ghar yaad aata hai aur pachtati hain iss waqt bohut der ho gaee hoti hai. Mein aisey crorepati logon sey aagah hun jinhon ney

 
 
<< Next       Prev >>
240241242243244245246247248249250
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012