Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | How To Stop Anger Problems - Ghussa Kam Karney Ki Mushq 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
10873
 
How To Stop Anger Problems

 amarat kay raub mein beti ko talaq dilwa kar doosri jagah shaadi ki magar woh bhi kaamyaab na ho saki aur phir talaq ho gaee. Mian ki khamiyon ko mandarja zael mushq sey kam kiya ja sakta hai.

  • Aankhein bund kar kay aaraam sey beth jaein 3 lambey saans lein.
  • Ab mian ki khamiyon kay baarey mein sochein aap kay dimagh mein uski tasweer baney gi.
  • Khamiyon kay ehsaas ki shiddat ko kam karney kay liye tasweer mein tabdeeliyan karein. Tasweer ko black & white kardein, dim kar dein, tasweer ko chota kar kay duur ley jaein uski jagah badlein agar tasweer bilkul samney ban rahi hai to usko daa'ein baa'ein ya ooper neechey kar kay dekhein hutta kay aap ki nagawari bohut kam ho jaey gi.
  1. Donon mian biwi ek ek kaghaz lein iss per ek doosrey ki teen khoobiyan/ khusoosiyaat likhein maslan mujhey aap ka tahammul aur burdbaari pasand hai waghaera phir kaghaz badal lein yeh dil jeetney ka ek mu'asser tareeqa hai.
  2. Logon kay samney apney mian ki ta'areef karein mian ka dil jeetney ka yeh ek mu'asser tariqa hai. Yeh alaehdgi mein ta'areef karney sey 3 guna zyada mu'asser hai. Ta'areef mein mubaaligha karein iss surat mein khawand apney aap ko mazeed behter bananey ki koshish karey ga.
 
 
<< Next       Prev >>
241242243244245246247248249250251
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012