Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Husband Wife Relationship - Khawand Ko Qareeb Karney Ka Tariqa 8  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
10485
 
Husband Wife Relationship
  1. Jab mard aurat ko kisi dukh dard mein dekhta hai amooman apney aap ko iss ka zimm e daar samajhta hai phir usko ghussa aata hai iss masley ka hull yeh hai jab aap pareshan hun to khawand ko theek theek bataein kay aap kya chahti hain jab aap kay khawand ko ilm ho gaya key woh aap kay liye kya kar sakta hai to woh amooman khushi sey karey ga, maslan aap keh sakti hain kay mein kisi wajah sey pareshaan hun, soney sey pehley aap sey baat karna chahti hun mujhey ilm hai kay aap thakey huey hain, mein sirf 5 minute lungi aap sunn leingey, hosla deingey to mein pursukoon ho jaungi ta'hum apni pareshani mein mubaaligha na karein kyun kay khawand waisa hi samajh ley ga aur zyada pareshan ho ga. Khawand kay ghar aatey hi masa'el ko na cherein bulkay uss waqt cherein jab woh kuch aaraam kar kay pursukoon ho chuka ho.
  2. Jab mard koi baat kar raha ho, apney aap ko beyan kar raha ho to aap madaakhlat na karein, baghaer madakhlat kay uski baat sunney ki koshish karein kay jo kuch woh kehna chahta hai keh ley. Khawand ko suntey waqt usko chuna, uss kay qareeb bethna, uska hath pakarna usey acha lagta hai, iss sey usey qurbat ka ehsaas hota hai.
  3. Khawand ko waisa hi samajh kar sulook karein jaisa kay aap usey chahti hain kay woh ho. Burey ko bar bar acha keh kar usey acha banney ka moqa dein. Burey ko bura kaheingi to woh kabhi bhi acha banney ki koshish na karey ga. Aap samjhein key woh acha hai maslan usko ghussa bohut aata hai to usey bataein kay aap ko yeh dekh kar bohut khushi hai kay ab usey ghussa kam aata hai aur woh control kar leta hai bar bar kahein yaqeen karein kay phir woh aisa hi karey ga.
 
 
<< Next       Prev >>
242243244245246247248249250251252
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012