Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Stop Negative Thinking - Na Pasandeeda Waqeaat Kay Asraat Ko Khatam Karna  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
8595
 
Stop Negative Thinking

    40.  Zindagi ranjishon aur tuu takaar sey kabhi free nahin ho sakti ba'az auqaat guzrey huey naa pasandeeda waqeaat saalon ba'ad bhi insaan ko pareshan kartey hain inn naa pasandeeda waqeaat kay asraat ko aap aasani sey khatam kar sakti hain. Iss kay liye mandarja zael mushqein mufeed sabit hongi
        
             Mushq no. 7

  • Kisi pursukoon jagah aaraam sey beth jaein jism ko bilkul dheela chor dein aankhein bund kar kay 3 lambey saans lein.
  • Ab iss naa pasandeeda waqae ki film apney dimagh mein chalaein aur apney ehsaasaat note karein phir aankhein khol dein.
  • Iss naa pasandeeda waqae ki film ko dobara apney dimagh mein chalaein iss kay sath hi koi mazahiya gana maslam 'kinney kinney jana billu dey ghar' waghaera shamil kar lein gaaney ki aawaz taez ho. Ek dafa dekhney kay ba'ad aankhein khol dein iss tarah 5 sey 10 baar iss waqaey ko taez mazahiya mouseeqi kay sath dekhein har baar dekhney kay ba'ad aankhein khol dein.
  • Aakhir mein iss waqae ko dobara zehen mein laein ab woh aap ko disturb nahin karey ga agar woh ab bhi pareshan kar raha hai to 5 baar mazeed dohraein.

Mushq no. 8

  • Ab pehley ki tarah pursukoon jagah beth jaein aankhein bund kar lein teen lambey saans ley kar jism ko relax karein.
  • Ab apney dimagh mein iss naa pasandeeda waqaey ki film chalaein apney burey ehsaasat ko note karein phir aankhein khol dein.
 
 
<< Next       Prev >>
247248249250251252253254255256257
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012