Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Dislike People - Na Pasandeeda Fard  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
7143
 
Dislike People

 koi saheli ho sakti hai sochney sey aap kay dimagh mein uski tasweer ban jaey gi. Yeh tasweer amooman rangeen, saaf, roshan, bari, qareeb aur samney hoti hai iss tasweer ko dekh kar apney achey jazbaat-o-ehsaasaat ko note kar lein aankhein khol dein.

  • Dobara aankhein band kar kay ab iss tarah apni saas/bahoo kay hawaley sey sochein to aap kay dimagh mein uski tasweer ban jaey gi jo kay pehli tasweer sey mukhtalif hogi naa pasandeeda fard ki tasweer amooman black and white hoti hai. Iss tasweer ka rang, size, faasla aur maqam dekhein kay yeh tasweer aap kay dimagh mein kahan ban rahi hai mumkin hai kay yeh tasweer bilkul samney ki bajaey da'en, ba'en ya ooper neechey ban rahi ho iss tasweer ko dekh kar aap kay ehsaasaat achey na hongey.
  • Ab ek sath donon afraad kay barey mein sochein to donon ki tasaweer ban jaeingi ab saas/bahoo wali naa pasandeeda tasweer ko pasandeeda tasweer kay mutabiq kar dein maslan agar pasandeeda tasweer rangeen hai to doosri ko bhi rangeen kardein agar woh saaf, roshan aur chamakdaar hai to naa pasandeeda tasweer ko bhi waisa hi kar dein. Donon kay fasley aur jisamat kay le'haz sey ek jitna kar dein agar pasandeeda tasweer kay gird frame hai to doosri kay gird bhi waisa hi frame laga dein agar pasandeeda bilkul samney ban rahi hai to doosri ko bhi bilkul samney ley aaein. Yani naa pasandeeda tasweer ko bilkul pasand kay mutabiq kar dein to aap  ki naa pasand, pasand mein badal jaey gi amooman ek hi baar iss tarah karna kafi hota hai magar ba'az auqaat bar bar karna parta hai aisi surat mein rozana subah, dopahar aur shaam teen baar yeh mushq karein yeh mushq uss waqt tak jari rakhein hutta kay aap ki pasand, naa pasand mein badal jaey.
 
 
<< Next       Prev >>
252253254255256257258259260261262
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012