Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Respect The Views Of Others - Doosrey Kay Nukta e Nazar Ko Janna 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
7006
 
Respect The Views Of Others

    43.  Iss tariqey ko bhi aazmaya ja sakta hai.

Mushq no. 12

  • Aaram sey kisi jagah beth jaein ankhein bund kar kay jism ko bilkul dheela chor dein teen lambey saans lein.
  • Ab naa pasandeeda fard kay baarey mein sochein to aap kay dimagh mein uski tasweer bahey gi.
  • Ab iss tasweer ko duur aur bohut duur ley jaein aur nuqta sa bana dein ya apney kamrey kay peechein bohut duur ley jaein ek do baar aisa kar lein.
  • Ab uska chehra aap ko disturb na karey ga.

    44.  Hum peechey bata chukey hain kay agar saas bahoo ko beti ki tarah samjhey aur bahoo saas ko maan ki tarah to saas bahoo kay aksar masa'el paeda nahin hongey amooman yeh donon ek doosrey ko pasand nahin kartiin koshish kay bawajood ek doosrey ko pasand nahin kar saktiin ab hum aapko ek bohut hi mu'asser tariqa bataeingey jis ki madad sey aap apni naa pasand ko pasand mein badal sakeingi.

Mushq no. 13

  • Apney kamrey mein aaram sey beth jaein jism ko bilkul dheela chor dein 3 lambey saans lein aur aankhein bund kar lein.
  • Aankhein bund kar kay kisi aisey fard kay baarey mein sochein jis ko aap bohut pasand karti hain aur ahetraam karti hain yeh maan, baap, behen, bhaee mein sey koi bhi ho sakta hai.
 
 
<< Next       Prev >>
251252253254255256257258259260261
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012