Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Happy Home Life - Khushgawar Gharelu Zindagi 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
7235
 
Happy Home Life

 Aurat ka asal husn uska ikhlaaq hai jis mein har roz izafa hota hai doosri taraf jismaani husn har roz maand parrta hai.

  1. Khushgawar gharelu zindagi kay liye zaroori hai kay biwi apney gharelu masa'el aur jhagron ka zikr apney maekey mein na karey. Inn masa'el kay hal kay liye apney walaeden ko shamil na karey maekay kay shamil honey sey masa'el hull honey ko bajaey mazeed ulajh jatey hain. Le'haza masa'el ko apney aap tak mehdood rakhein mian kay sath mil kar unko hull karney ki koshish karein ta'hum intihaee surton mein donon khandaanon kay samajh daar afraad ko shamil kya ja sakta hai.
  2. Biwi khawand ki kisi khaami ka mazaq na uraaey, usey sharamsaar aur barhum na karey ek baat ko bar bar na duhraey, inn sab cheezon sey haalaat humesha kharab hotey hain.
  3. Chu'nkay fitri tor per mardon kay jazbaat ba zarya basaarat mushta'el hotey hain le'haza woh har khoobsurat cheez ko dekh kar uski taraf mutawajjah ho jatey hain aur usey tajassus ki nigaah sey dekhtey hain isi tarah agar usey koi khoobsurat aurat nazar aaey gi to woh usey tajassus ki nigaah sey dekhey ga (islam mein mardon ko nigaah neechi rakhney ka hukum hai) amooman biwiyan iss cheez per hungama khara kar deti hain. Isey woh apni tauheen samajhti hain aur khawand ko bura khayal karti hain hala'n kay yeh aksar auqaat tajassus ki nigah hoti hai na kay buri, le'haza iss silsiley mein biwiyon ko surf-e-nazar karna chahiyie na kay tu  takaar aur hungama aaraee.
  4. Apney khawand kay samney kisi doosrey mard aur aurat ki khusoosan unn kay husn ki ta'areef na karein yeh amal mian biwi kay ta'alluqaat ko kharab karney ki ek ahem wajah hai.
 
 
<< Next       Prev >>
256257258259260261262263264265
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012