Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Respect The Views Of Others - Doosrey Kay Nukta e Nazar Ko Janna 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
7889
 
Respect The Views Of Others
  • Iss kay ba'ad isi waqaey ko kisi teesrey ghaer janibdaar fard kay nukta-e-nazar sey dekhein tasawwur karein kay ek bachcha ya ek buzurg iss waqaey ko dekh raha hai farsh sey chewnty ki aankhon sey bhi dekha ja sakta hai bacha ya buzurg darmiyan mein khara ho aur aap donon iss sey yaksaa'n faasley per.
  • Iss mushq sey aap ko apni ghalti ka ehsaas ho jaey ga aur aap ko ma'aloom ho jaey ga kay doosrey fard ka nukta-e-nazar ghalat nahin bulkay sahi hai phir aap apna nukta-e-nazar chor deinege mahol pursukoon ho jaey ga.

    1. Amooman saas ko bahoo aur bahoo ko nund aur saas pasand nahin hotiin inko dekhtey hi ghussa aa jata hai iss masley ko bhi aasaani hal kya ja sakta hai.
    Mushq no. 11
  • Pehley ki tarah kisi pursukoon jagah aankhein bund kar kay beth jaein teen lambey saans ley kar apney aap ko mazeed relax karein.
  • Ab ek bohut barey waley ghubbarey ka tasawwur karein jis kay ooper saas/ bahoo ki shakal bani hui hai ghubbarey kay qareeb chali jaein aur neechey sey uska plug ek dum nikal dein ghubbrey sey hawa kharij hogi aur woh shu'n kar kay ja girey ga aur aap ki hansi choot jaey gi usko 3/ 4 baar repeat kar lein.
  • Ab aap jab bhi muta'alliqa fard ko dekhein gi to ghussey ki bajaey aap ko hansi aa jaey gi.
 
 
<< Next       Prev >>
250251252253254255256257258259260
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012