Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Physical and psychological development during puberty. Larkon mein baloghat ka aaghaz zer e naaf baal aaney sey hota hai. Jismani tabdeeliyon kay elawa zehni aur nafsiyati tabdeeliyan bhi aati hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Physical And Psychological Development During Puberty - Baloghat  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
79916
 
Physical And Psychological Development During Puberty

 Ovulation shuru nahin ho jati jo amooman pehli mahwaari kay 2 saal ba'ad hoti hai. Bohut kamzor aur dubli patli larkiyon ki mahwari ka aaghaz zara der sey hota hai.

    American larkon mein baloghat ka aaghaz 2 saal ba'ad 10 ta 13 saal ki umer kay doran zer e naaf baal aaney sey hota hai. Ek saal kay ba'ad larkon kay zakar (penis) ka size barhna shuru ho jata hai. Zer e naaf balon kay taqreeban 2 saal ba'ad larkon ki baghlon aur chehrey per baal aa jatey hain. Zer e naaf baalon kay taqreeban 1.5 saal ba'ad 13 ya 14 saal ki umer mein larkon ko pehley inzal ka tajurba hota hai iss sey pehley jinsi suroor (orgasm) to tha magar inzal na tha. 15 saal ki umer mein mani mein mojood sperms pakhta (mature) ho jatey hain jis sey bacha paeda ho sakta hai. Amooman pehley inzal jo kay khud lazzati (masturbation) sey hota hai kay ba'ad ehtelam (nocturnal ejaculation) shuru ho jata hai. Jo larkey khud lazzati nahin kartey unn ka pehla inzal ehtelam hota hai. (Hyde) 

    Jismani tabdeeliyon kay elawa zehni aur nafsiyati tabdeeliyan bhi aati hain. Bachey bey ja khauf aur wahem ka shikar ho jatey hain. Unn ki jazbati zindagi per jinsi khwashihat (libido) hawi ho jati hain. Jins e mukhalif ki shadeed kashish mehsoos hoti hai. Iss daur mein jinsi beyrahrawi (sexual perversion) ka shadeed khatra hota hai. Iss umer mein bacho'n ko walaedaen ki mohabbat aur rehnumaee ki zyada zaroorat hoti hai.

 

 
Physical And Psychological Development During Puberty
 
<< Next       Prev >>
1011121314151617181920
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012