Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Marriage for physical and mental peace. Shaadi sey insaan ko jismani aur zehni sukoon hasil hota hai. Mani kay ikhraj ka sab sey behter zarya shaadi hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Marriage For Physical And Mental Peace - Shaadi Sey Jismani Aur Zehni Sukoon  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
249572
 
Marriage For Physical And Mental Peace

Shaadi (Marriage)

Shaadi Sey Jismani Aur Zehni Sukoon

 Mani (seminal fluid) kay ikhraj ka sab sey behter zarya shaadi hai isi liye Allah kay nabi ney taakeed ki hai kay baaligh hotey hi fard ki shaadi kar di jaey ta'kay woh gunaho'n sey bach jaey. Shaadi ki wajah sey fard na sirf gunaho'n sey bach jata hai bul kay mani kay ikhraj ki wajah sey woh jismani aur zehni tor per pursukoon ho jata hai. Biwi sey mubashrat sirf faraj mein karney ki ijazat hai. Maq'ad (anus) mein mubashrat qata'an haram hai.

   Hazrat Abu Hurera sey rivayat hai kay Hazrat Muhammad ney farmaya kay apni biwi kay paas maq'ad (anus) mein aaney wala mal'oon hai. (Ahmed, Abudaud)

    Maghrib mein taqreeban 30% mard kabhi na kabhi aurat ki maq'ad (anus) mein mubashrat kartey hain, yaad rahey kay dakhool (penetration) kay ba'ad donon per ghusl farz ho jata hai chahey inzal ho ya na ho.

    Shaadi bhi kisi aurat kay sath ho. Maghrib mein to shaadi mard kay sath bhi hoti hai jo kay ek bohut bara gunah hai. Badqismati sey humarey haan bhi aisey log mojood hain jo aurat ki  nisbat mard sey jinsi fael ko terjeeh detey hain yeh ek nafsiyati beemari hai jis ka nafsiyati elaj mumkin hai. Humarey haan yeh sahoolat mojood hai.

 

 
Marriage For Physical And Mental Peace
 
<< Next       Prev >>
1314151617181920212223
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012