Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Humarey yahan aksar log semen (mani) ki nature (mahiyat) kay hawaley sey bohut pareshan hotey hain kay yeh thori hai ya ziyada, garhi hai ya patli.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Seminal Fluid - Mani  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
 

Total views since 15 October 2009:
154017
 
Seminal Fluid - Mani

 Jinsi haejan mein blood ki ziyaditi ki wajah sey vagina ka baerooni hissa sooj kar mazeed tang ho jata hai iss soorat mein patley sey patla zakar (penis) bhi aurat ko bharpoor orgasm dey ga.

 

    Bohot sey mardon ka khayal hai kay zakar ko bilkul seedha hona chahiya, jab kay haqeeqat mein akrra hua zakar aksar auqat bae'in (left) dae'in (right), ooper ya neechey ko jhuka hota hai. Bamushkil 1% afraad ka zakar seedha hota hai. Aisa hona bhi mushkil hai kyun kay zakar bones ya kisi sukht cheez ka bana hua nahi hota. 85% logon ka zakar bae'in (left) side curve hota hai. Issi tarhan amooman aksar logon ka dae'in (right) testicle bhi kuch neechey hota hai aur aik goli bhi qadrey choti hoti hai. Yeh sab kuch normal hai. Musht zani na karney walon ka zakar bhi bae'in (left) taraf curve hota hai aur zakar ki rageinn bhi tanau mein khoob ubhar jati hain. Ragein jitni ziyada ubharti hain itna hi ziyada khoon zakar mein jata hai aur erection bhi itna hi ziyada hota hai.

 

    4. Mani (Seminal Fluid):

 

    Humarey yahan aksar log mani (seminal fluid) ki nature kay hawaley sey bohut pareshan hotey hain kay yeh thori hai ya ziyada, garhi hai ya patli. Infiradi ikhtilafat ki wajah sey mani (seminal fluid) ki quality mein farq hota hai, jis ka mardana quwwat (potency) kay sath hargiz koi ta'alluq nahi. Mani (semen) ka siwaey bachey paida karney kay aur koi function nahi hai. Mani (seminal fluid) kay zariey sperm bahir aatey hain. Iss kay elawa mani (seminal fluid) mein sperm kay liye khoorak hoti hai, warna woh zinda na rahein.

 
Seminal Fluid - Mani
 
<< Next       Prev >>
89101112131415161718
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012