Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Masturbation (Musht zani) kay hawaley sey humarey naujawan 2 qism ki pareshani ka shikar hain: Jinsi, jismani aur zehni kamzori ka ehsas aur khauf doosrey Shadeed ehsaas e gunah
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Masturbation - Musht zani Kay Hawaley Sey Pareshani - Jinsi Jismani Zehni Kamzori  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
152427
 
Masturbation - Musht zani Sey Jinsi Jismani Zehni Kamzori

 Iss hawaley sey humarey naujawan 2 qism ki pareshani ka shikar hain:

 

  1. Jinsi, jismani aur zehni kamzori ka ahsas aur khauf
  2. Shadeed ehsas e gunah

    Musht zani kay silsiley mein hamarey yahan bohut si ghalat baatein maaroof hain maslan iss sey penis ki ragein ubhar aati hain, yeh curve aur darmiyan mein sey patla ho jata hai. Insan ki nashaunuma ruk jati hai aur woh shaadi kay qabil nahi rehta. Iss ka dimagh kamzor ho jata hai hatta kay insan pagal ho jata hai. Maghrib aur doosrey taraqqi yafta countries mein latest research sey yeh baat sabit ho chuki hai kay iss kay kisi bhi tarhan kay koi burey asraat nahin. Yani yeh amal insan ki zehni, jinsi aur jismani sehat kay liye har giz nuqsandeh nahi.

 

    Baaz naam nehad mahireen kehtey hain kay ek hud tak to iss kay koi nuqsanat nahi lekin agar yeh hud sey barh jaey to phir nuqsan deh hai. Iss ki bhi koi haqeeqat nahi hai kya zyada bolney sey insan kamzor ho jata hai. Yeh jitni martaba bhi ki jaey iss kay koi nuqsan nahi. Fitri tor per koi insan isey hud sey zyada kar hi nahi sakta. Taham bohut zyada karney ki soorat mein semen kay bajaey blood aaney lagey ga aur infection ki wajah sey penis sooj jaey ga aur testicles mein dard honay lagey ga. Aisi soorat mein ek week kay liye masturbation chor dein har cheez normal ho jaey gi aur insan ko kisi qism kay elaj ki zaroorat nahi hogi.

 

 
Masturbation - Musht zani Kay Hawaley Sey Pareshani
 
<< Next       Prev >>
56789101112131415
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012