Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Physical development kay insaan ko kaee manazil taey karney hotey hain. Teen maaroof manazil baalakpan (infants), bachpan aur baloghat hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Physical Development of Infants - Bachon Ki Jismani Nashaunuma  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
111178
 
Physical Development of Infants

Jismani Nashaunuma

(Physical Development)

    Insaan paeda hotey hi mukammal mard ya aurat nahin ban jata. Paeda'esh sey ley kar burhapey tak insan ko kaee manazil taey karna hoti hain. Insani jismani nashaunuma ki teen ma'aroof manazil hain

  1. Baalak pan (Infants)
  2. Bachpan     (Childhood)
  3. Baloghat     (Puberty)
  1. Baalak pan (Infants)

Baalak pan ka aaghaz bachey ki paeda'esh sey  hota hai. Sehat mand bacha amooman 280 din kay ba'ad paeda hota hai. Baalak pan mein bachey kay qadd aur wazen mein bohut taezi sey izafa hota hai. Paeda'esh kay waqt ek sehat mand bachey ka weight 6 ta 9 pounds hota hai aur qadd taqreeban 18 inches kay lug bhug hota hai. Pehley saal kay aakhir tak wazen mein 3 guna aur qadd mein 40% kay hisab sey izafa ho jata hai. Doosrey saal mein bachey ki nashaunuma qadrey sust ho jati hai jo agley 2 saal mein mazeed sust ho jati hai. Ma'aroof mahir e nafsiyat Watson kay mutabiq 2 saal ki umer mein bachey ka average qadd 32,33 inches aur wazen 27 pounds ho jata hai jab kay 5 saal ki umer mein bachey ka qadd paeda'esh kay waqt sey do guna aur wazen 5 guna ho jata hai. Bachon ki jismani nashaunuma per jinsi ikhtilafaat ka asar numaya'n hota hai, paeda'esh kay waqt male bacha qadd, wazen aur jisamat kay lehaz sey female bachey sey bara hota hai. Yeh farq baalak pan kay poorey arsey mein qa'em rehta hai.

 

 
Physical Development of Infants - Bachon Ki Jismani Nashaunuma
 
<< Next       Prev >>
7891011121314151617
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012