Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Sexual life (Jinsi zindagi) aur islami talimat insaani zindagi ka ahem tareen pehlu hai chunancha Quran mein jinsi zindagi kay ahem usoolon maslan shaadi, mubashrat, mani, rehem, haez, hamal, zina ka zikr hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Sexual Life In Islam - Jinsi Zindagi Aur Islami Talimat  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
130003
 
Sexual Life In Islam - Jinsi Zindagi Aur Islami Talimat

 Guzishta dino'n mujhey ek khatoon ney phone kya aur bataya kay uski shaadi ko 8 saal ho chukey hain magar abhi tak unn kay azdawaji ta'alluqaat qa'em nahin huey. Biwi ney apney mian ko elaj kay liye bhijwaya Khuda kay fazal sey humarey elaj sey unki khushyan bahaal ho gaee'n.

Islami Talimat Aur Jinsi Zindagi

(Sexual Life In Islam)

    Islam ek mukammal zabta e hayat hai jiss ney apney paero kaaro'n ko zindagi kay har shobey mein rehnumaee fraham ki hai. "Jinsi Zindagi" (sexual life) insaani zindagi ka ahem tareen pehlu hai. Chunancha Allah ney Hazrat Adam kay sath Amma Hawwa ko paeda farmaya. Quran Majeed mein irshad hai kay, "uss ney tumharey liye tumhari hi jins sey biwiya'n bana'een ta'kay tum unn kay paas sukoon hasil karo" (Surah Rome Ayat 21) Isi liye Allah kay nabi ney farmaya kay nikah meri sunnat hai jiss ney iss per amal na kiya woh hum mein sey nahin. Hazrat Muhammad ney ek aur jagah farmaya "Allah haq baat kehney sey nahin sharmata". Chunancha Quran mein jinsi zindagi kay ahem usolo'n maslan shaadi (marriage), mubashrat (intercourse), mubashrat kay tariqey (sex positions), mani (seminal fluid), rehem e madar, haez (menses), hamal (pregnancy) aur uss kay mukhtalif adwaar, bachey ki paeda'esh, zina (adultery) aur hum jinsiyat (homosexuality) waghaera ka zikr hai. Doosri taraf Allah kay nabi ney bhi bari tafseel kay sath jinsi zindagi kay mukhtalif pelu per roshni daali hai. Bud qismati sey hum mein sey aksar log iss sey aagaah nahin. Khushgawar azdawaji zindagi kay liye ilm ki zaroorat hai. Kisi ney khoob kaha hai kay 'Knowledge is power and sexual knowledge is super power' chunancha merey khayal mein Pakistan mein har fard ko jinsi ta'aleem ki zaroorat hai.

 

 
Sexual Life In Islam - Jinsi Zindagi Aur Islami Talimat
 
<< Next       Prev >>
23456789101112
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012