Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Menses (Mahwaari,haez) amooman 6 sey 16 saal ki umer mein shuru hoti hai. Zyada ter bachiyon ko 10 ta 14 saal ki umer mein shuru hota hai jo 4 ta 6 din jari rehta hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Menses - Mahwaari  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
179901
 
Menses - Mahwaari

 kiya jab aurat ko ehtelam ho to usper nahana wajib hai. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney farmaya han, jab pani dekhey (Bukhari, Muslim) taham iss sey roza nahi tootta.

Mahwaari (menses)

    Mein club sey wapis aya hi tha ka biwi ney mujhey bataya kay meri ek cousin aaj bey hosh ho gaee aur iss ko doctor kay pass ley jaya gaya. Mein pareshan ho gaya aur foran doctor sey contact kya aur maloom hua kay usko first time mahwaari (menses) aaee hai. Chunkey iss ko iss ka kuch pata nahi tha iss liye woh khoon dekh kar khauf zada ho kar bey hosh hogaee. Larki jab baloghat ki manzil mein dakhil hoti hai to iss kay jism mein ahem tareen change yeh aata hai kay iss ko mahwaari (menses) aaney lagti hai. Yeh ek fitri function hai. Yeh Allah ka inam hai kay iss sey aurat ki takmeel ho jati hai aur woh mother banney kay qabil ho jati hai. Mother jo duniya mein sab sey mohtaram hasti hai, jis kay qadmon mein jannat hai.

    Mahwaari (menses) usually 6 ta 16 saal ki umer mein shuru hoti hai. Zyada tar larkiyon ko 10 ta 14 saal kay doran shuru hoti hai jo usually 2 ta 8 din aur zyada tar 4 ta 6 din jari rehti hai. Agar yeh 18 saal kay baad bhi shuru na ho to kisi doctor sey mashwara kya jaey. Larkiyon ko iss age sey pehley iss ka pata hona chahiyie takay woh khaufzada ho kay beyhosh na hojaein. Mahwaari (menses) ki duration Islam mein kam sey kam 3 din aur 3 raat hai yani poorey 72 hours aur zyada sey zyada 10 din aur 10 raat hai. Imam Maalik aur Imam Shafai kay nazdeek ek mahwaari (menses) ki zyada sey zyada duration 15 din hai jab kay Imam Abu Hanifa kay nazdeek 10 din hai.

 

 
Menses - Mahwaari
 
<< Next       Prev >>
144145146147148149150151152153154
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012