Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Zyada ter aurtein bazer ko mushtael kar kay orgasm ya jinsi urooj hasil karti hain. Jis tarah mardon ko ehtelam hota hai iss tarah khawateen ko bhi Nocturnal Emission (jinsi khwab) hota hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Female Nocturnal Emission - Khawateen Ka Ehtelam  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
160173
 
Female Nocturnal Emission - Khawateen Ka Ehtelam

 Bazer (Clitoris) aurat kay vulva kay labia minora kay bilkul ooper waley hissey mein chicken ki kalghi ki tarhan hota hai. Jo sexually stimulation mein hard ho jata hai aur orgasm hasil karney sey pehley ek dam dheela ho jata hai. Hite kay survey kay mutabiq sirf 1.5% American khawateen vagina mein koi cheez insert kar kay musht zani (masturbation) karti hain.

    Agarcha zyada tar aurtein bazer ko mushtael (Clitoral Stimulation) kar kay orgasm hasil karti hain. Hite kay survey kay mutabiq kuch American khawateen vagina kay ander bhi koi cheez insert karti hain. Bohut thori ta'adad anus aur urethra mein koi cheez insert kar kay bhi jinsi lutf hasil karti hai. Anus aur urethra mein koi cheez insert karna khatarnak ho sakta hai. Iss sey har surat bacha jai.

Khawateen Ka Ehtelam: (Female Nocturnal Emission)

    Jis tarhan mardon ko ehtelam hota hai issi tarhan aurton ko jinsi khwab aatey hain. Iss kaifiyat mein aurat kay bazer (Clitoris) ka size zyada ho jata hai aur vagina mein lubrication  paeda ho jati hai aur aurat orgasm hasil kar leti hai. Iss soorat mein aurat per ghusl farz nahi hota. Lekin agar aurat kay vagina sey pani kharij ho jaey to ghusl farz ho jata hai. 

Hazrat Umm e Salmah farmati hain kay unhoney arz kara kay Hazrat Muhammad(P.B.U.H)! Allah haq baat karney sey haya nahi farmata

 

 
Female Nocturnal Emission - Khawateen Ka Ehtelam
 
<< Next       Prev >>
143144145146147148149150151152153
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012