Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Mahwaari mein aurat kay sath mubashrat (intercourse during menses) haram hai. Agar mubashrat kar li jaey to sakht gunah hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Intercourse During Menses In Islam - Mahwaari Mein Mubashrat  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
76852
 
Intercourse During Menses In Islam

 Albatta istehaza mein na namaz maaf hai aur na rozey aur na hi mubashrat haram hai.

    Mahwaari (menses) mein aurat kay sath mubashrat (Intercourse) haram hai. 1990 ki ek American research sey maloom hua kay mahwaari (menses) mein mubashrat (Intercourse) sey husband aur wife donon ko STDs aids waghaera lagney ka khatra bohut zyada hojata hai. (Stefan) agar mubashrat (Intercourse) kar li jaey to sakht gunah hai. Quran mein irshad hai kay

    "Aey mehboob tumsey Haez kay barey mein log sawal kartey hain tum farma do woh gandi cheez hai. To Haez mein aurton sey bacho. Inn sey qurbat na karo jab tak woh pak na ho lein. To jab pak ho jaein to unn kay paas uss jagah aoo jis ka Allah pak ney tumko hukum diya hai. Bey shak Allah dost rakhta hai toba karney walon ko aur dost rakhta hai pak honay walon ko" (Surah Baqra Ayat 222)

    Issi tarhan Hazrat Ibn e Abbas sey riwayat hai kay Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney farmaya kay jab koi shakhs apni biwi sey Haez mein mubashrat karey to nisf denar sadqa dey. (Tirmizi) 

    Agarcha islam mein mahwaari (menses) mein aurat sey mubashrat (Intercourse) bilkul mana hai magar iss kay jism ka doosrey hisson sey lutf andoz honay ki ijazat hai. Hadees e Nabwi (SAW) hai kay


    Hazrat Anas Bin Maalik farmatey hain kay yahoodion mein kisi aurat ko haez aata to isey na apney sath khilatey na apney sath gharon mein rakhtey. Sahaba ney Hazrat Muhammad (P.B.U.H) sey sawal kara to iss per Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney irshad farmaya mubashrat kay siwa har shaey karo.

 

 
Intercourse During Menses In Islam - Mahwaari Mein Mubashrat
 
<< Next       Prev >>
148149150151152153154155156157158
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012