Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Mahireen ney bohut sey (sex positions) mubashrat kay tariqey beyaan kiye hain kook shastro'n mein 80 sey zyada sex positions (tariqo'n) ka zikr hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Sex Positions - Mubashrat Kay Tariqey  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
271462
 
Sex Positions

Mubashrat Kay Tariqey

Sex Positions

    Insaan fitri tor per tanawwa'a (variety) aur jiddat ka aashique hai, intehaee khubsoorat cheez aur intihaee lazeez khana bhi jald hi apni kashish kho deta hai insan sex mein variety ko pasand karta hai, jinsi amal mein aurat khaas tor per kisi bhi ek tariqey sey jald boriyat ka shikaar ho jati hai. Rozana ek hi tariqey sey mubashrat aurat ko jald ukta deti hai phir woh ahista ahista mubashrat mein dilchaspi kho deti hai aur iss sey katraney lagti hai hatta kay inkar tak kardeti hai, le'haza azdwajii zindagi (sexual life) ko zyada purjosh banaey rakhney kay liye zaroori hai kay har martaba foreplay aur mubashrat ka naya tariqa apnaya jaey aurat bohut ma'amooli tabdeeli mein tanaww'a (variety) ka lutf hasil karleti hai chuna'ncha mahireen ney bohut sey mubashrat kay tariqey (sex positions) beyaan kiye hain kook shastro'n mein 80 sey zyada sex positions (tariqo'n) ka zikr hai 4-6 ko chor kar baqi mein ma'amooli farq hai.

            Ba'az muslim ahl e qalam ney mubashrat kay missionary tariqey (mard ooper aurat neechey) ko fitri aur islami tariqa qaraar diya hai woh iss tariqey ko Quran majeed ki iss ayat "Jab mard ney aurat ko dhaa'np liya to usko halka sa hamal reh gaya" (sura a'araaf 189) sey akhaz kartey hain haala'n kay koi bhi tariqa na fitri hai na islami, iss silsilaey mein Quran majeed mein wa'zeh ishara hai "tumhari biwiya'n tumharey khaet hain so apney khaet mein jis tarah sey chaho aao jis jagah Allah ney tumko ijazat di hai" (baqra 28)

 

 

 
Sex Positions - Mubashrat Kay Tariqey
 
<< Next       Prev >>
5051525354555657585960
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012