Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Khushgawar jinsi zindagi ka inhisaar mian biwi kay achey decent ta'alluqat per hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Jinsi Zindagi - Sexual Life  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
76448
 
Jinsi Zindagi - Sexual Life

 aisa bhi ho sakta hai kay sex kabhi sirf biwi kay liye ho aur kabhi sirf mian kay liye. Ya pehley biwi ki zaroorat puri karein phir apni. Iss dorann mein donon ko pata chal jaey ga kay kya karna hai. Iss kay liye iss book mein bohut sey ideas mojood hain. Ahem baat yeh hai kay ek doosrey kay jinsi jazbaat ka ahtram karein.

 

    5.  Khushgawar aur purlazzat jinsi zindagi ka inhisaar mian biwi kay achey decent ta'alluqat per hai. Khusoosan mian mohabbat karney wala aur khayal rakhney wala ho. Bahmi dosti, ahteram aur aitemaad achey ta'alluqat kay liye bohut zaroori hai. Tension aur ikhtilafat sey bacha jaey khusoosan mubashrat (intercourse)  kay waqt.

    6.  Sex sey bharpoor tor per lutf andoz honay kay liye waqt, tayyari, mansooba bandi aur variety ki zaroorat hai. Aisi sex kay liye jis sey donon mian biwi lutf andooz ho sakein kam az kam ek ghantey ka waqt darkaar hai. Mard sex kay liye foran tayyar ho jata hai jab kay aurat ko kam az kam 30 minutes ki zaroorat hai. Phir 5, 10 minute mubashrat (intercourse)  aur 5,10 min afterplay kay liye.

 

Jinsi amal ki baqaida tayyari ki jaey, kaam sey jald farigh ho jaein. Ghusl karlein, zaroorat ka saman maslan oil aur kapra waghaera ikhata karein. Mubashrat (intercourse)  sey thori der pehley aram sey beth jaein aur inn jinsi aamal ka jaeza lein jo aap kay liye bohut lutf angaez hain maslan kisi khas qism ka foreplay, koi khas position phir koi aisi activity muntakhib karein jo aap ney kabhi naa ki ho aur aap iss ka tajurba karna chahtey hain. Iss sarey amal ko pehley tasawwur mein karein,

 
Jinsi Zindagi - Sexual Life
 
<< Next       Prev >>
145146147148149150151152153154155
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012