Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Sex variations ki aurat ko zyada zaroorat hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sex Variations In Urdu  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
64645
 
Sex Variations

    10.  Sex chahey kitni hi shandaar kyun naa ho agar isey hamesha aik hi tareeqey aur aik hi jagah kiya jaey to boriyat paida hojati hai. Aurat ko sex variations ki ziyada zaroorat hai. Yaksaniyat sey iss kay jazbaat thandey par jatey hain. Aurat tabdeeli chahti hai chahey woh bohut hi maamooli ho maslan foreplay mein aik ungli sey chunay kay bajaey 2 fingers use karian. Aurat sex sey iss sorat mein ziyada lutf andooz hoti hai. Jab isey yeh pata naa ho kay mian ka next step kiya hoga. Agar isey pata ho ka ab mian yeh karey ga to iss kay jazbaat madham per jaatey hain. Routine boriyat paida karti hai, aur boriyat sex ki qaatil hai, boriyat door karney  kay liye mubashrat (intercourse)  kay tareqon ki jagah kay lehaz sey variety paida ki jaey. Iss kay elawa iss mein khaileyn shamil karleyn.

 

    Mubashrat (intercourse)  ka koi bhi tariqa jald hi apni kashish kho deta hai. Chunancha har bar naya tariqa use kiya jaey. Iss book mein iss lehaz sey kafi mawad mojod hai. Iss mein 50 sey zyada tariqey shamil hain, Inn ki madad sey aap sari zindagi apni azdawaji zindagi ko pur josh rakh saktey hain. Kabhi kabhi aam halat mein bhi jinsi sukoon kay mutabadil tariqey istemal kiye ja saktey hain.

 

    Tanau (erection) kay liye place change karna bhi zaroori hai. Har kamrey aur har bed per mubashrat (intercourse)  kii jaey. Room kay bajaey sahan mein, poorey moon, stars ki roshni mein, Mattress per, drawing room mein, kitchen mein, baath room mein, shower kay neechey aur deyning table per jinsi amal sey lutf andooz hua ja sakta hai.

 

    Sex mein iss tarhan kay khael shamil karkay iss ko pur josh banaya ja sakta hai.

 
Sex Variations In Urdu
 
<< Next       Prev >>
149150151152153154155156157158159
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012