Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Variations Of Missionary Position - Aqsaam  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
127416
 
Variations Of Missionary Position

Missionary Tariqey Ki Aqsaam

(Variations Of Missionary Position)

  1. Dakhool kay ba'ad mian apni baei'n taang ko biwi ki taangno'n kay darmyan karley aur biwi ki dae'in taang ko apney ooper le aaey aur apni sareen kay peechey uski pindli pakar ley iss tarah mard ki taang ka daba'u aurat kay bazer per parta hai jo kay aurat kay liye nihayat lutf angaez hai, yahin sey roll kar kay biwi khawand kay ooper aa sakti hai ooper aaney kay ba'ad mubaashirat ko khatam kya ja sakta hai.
  2. Dakhool kay ba'ad biwi mian ki taango'n kay darmyaan apni taangei'n seedhi rakhey to faraj tung ho jaeigi aur strokes lagatey waqt khawand ko zyada lutf aaey ga, zyada umar ki biwiyon ko yeh tareeqa zaroor istimal karna chahiyie, mazeed taangein ikatthi karney sey zakar bhi baher nahin nikalta, kum tana'u mein yeh ek mufeed tareeqa hai.
  3.  Aurat neechey aur khawand ooper ho to phir aurat ki ek taang maslan baei'n mard kay paet kay saamney sey hoti hui doosri taraf chali jaey phir mard aadha side aur aadha peechey sey daakhil karey aur iss kay sath sath chikni ungli sey biwi kay bazer ko mushta'il karey to aurat ka'ee orgasm hasil kar sakti hai, pehle dakhool kar kay bhi yeh position ikhtiyar ki jasakti hai yeh ek bohut hi pur lutf tareeqa hai.
  4. Amooman zyada lamba zakar aurton kay liye takleef deh hota hai iss surat mein biwi taangein khol kar laet jaey taangei'n ooper na uthaey khawand biwi kay ooper laet kar daakhil karega iss surat mein biwi ko takleef na hogi magar normal size kay zakar kay liye yeh koi mu'asser tareeqa nahin.
 
 
<< Next       Prev >>
5455565758596061626364
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012