Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Allah kay nabi kay daur mein bhi Madina mein sex (mubashirat) kay ek sey zaed positions (tariqey) raej thay.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sex Positions In Islam - Islam Mein Mubashrat Kay Tariqey  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
214660
 
Sex Positions In Islam - Mubashrat Kay Tariqey

 "Tumhari biwiyan tumhari khait hain. So apney khait mein jis taraf sey chaho aaoo. Jis jagha Allah nay tum ko ejazat di hai". (Baqrah 28)

    Isi tarhan Abdullah Ibn-e-Abbas sey riwayat hai kay ek din Hazrat Omar Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ki khidmat mein hazir huey aur arz ki kay aey Allah kay Rasool Hazrat Muhammad (P.B.U.H) mein barbaad hogaya. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney farmaya tum kyun barbaad hogaey. Arz ki:  Raat mein ney apni sawari ka kajawah palat diya. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney jawab naa diya. To yeh ayat-e-karema nazil hui. " Tumhari aurtein tumhari khaiti hain. To tum apni khaiti mein jis tarha chaho aa saktey ho".

 

    Ek aur hadees hai. Hazrat Jabir beyan kartey hain kay yahodiyon ka kehna hai kay agar koi shohar apni biwi sey peechey ki taraf reh kar mubashrat (sex)  karey to aisi surat mein bhainga bacha paida hoga. Tumhari biwiyan tumhari khaitiyan hain. Tum apni khwahish kay mutabiq apni khaiti mein jao". (Muslim)

 

    Hazrat Hafsa sey riwayat hai kay aik khatoon nay unn sey shekayat ki kay enka shohar ussey pehloo kay bal leta kar mubashrat karta hai. Jab Hazrat Muhammad (P.B.U.H) sey pucha gaya to Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya kay koi harj nahi. Agar sorakh aik tak mahdod ho. (Masnaad Emam Abu Hanefa)

 

    Inn ahadees sey maloom hota hai kay Allah kay nabi Hazrat Muhammad (P.B.U.H) kay daur mein Madina mein mubashrat (sex)  kay ek sey zyada tariqey raej thay.

 

 

 
Sex Positions In Islam - Islam Mein Mubashrat Kay Tariqey
 
<< Next       Prev >>
7677787983848586808182
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012