Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Homosexuality (Hum jinsiyat) mein fard apni hi jins sey jinsi khwahish ki taskeen chahta hai. Mard mard sey aur aurat aurat sey jinsi tor per lutf andoz hotey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Homosexuality - Hum Jinsiyat  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
58472
 
Homosexuality - Hum Jinsiyat

Hum Jinsiyat (Homosexuality)

    Iss sexual perversion mein ek insan apney hi gender sey jinsi khwahish ki taskeen karta hai. Mard mard sey aur aurat aurat sey jinsi tor per lutfandoz hotey hain. Beyrahrawi mein sab sey aam mard ka mard sey jinsi khwahish pura karna hai. Famous researcher Kinsey kay survey kay mutabiq America mein taqreeban 50% mardon ney zindagi kay kisi na kisi daur mein isey ikhtiyar kya. Ek aur survey kay mutabiq America kay big cities mein 9% log homosexual hain. Ek aur mahireen kay mutabiq America mein 2 ta 10% log homosexuals hain. Iss mein ek mard active partner aur dusra passive partner hota hai. Iss mein mubashrat (Intercourse) kay elawa oral sex bhi shamil hai. Aisey log usually opposite sex mein jinsi kashish mehsoos nahi kartey. Iss kay reasons pey bohut research ho chuki hai. Aksar researchers ki raey hai kay yeh perversion fitri ya paedaishi nahi. (Hyde) Darasal bachpan mein yeh log ghalat company ki wajah sey iss ka shikar ho jatey hain aur phir inn ko aadat  parr jati hai. Minority ka khayal hai kay yeh perversion genes mein mojood hain. Magar research sey yeh baat sabit nahi ho saki. (Hyde) Yani yeh inhiraaf fitri hai. Quran kehta hai kay yeh inhiraaf qom e loot sey pehley na tha. Aur Khuda ney puri Qom e loot ko tabah kar diya. Lehaza yeh jinsi inhiraaf genes kay zariya agli nasal ko transfer na hua. Homosexual mardon ko gay kaha jata hai. Barey barey faateh aur azeem philosopher iss aadat ka shikar thay maslan sikander e azam, suqraat aur aflatoon waghaera.

           

 
Homosexuality - Hum Jinsiyat
 
<< Next       Prev >>
177178179180181182183184185186187
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012