Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Masturbation (Musht zani)sey muraad mubashrat aur ehtelam kay elawa kisi doosrey tariqey sey mani ka ikhraj hai. Masturbation ka sab sey ahem zariya musht zani yani hath sey semen ka ikhraj hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Masturbation - Khud lazzati - Musht zani  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
168889
 
Masturbation - Khud lazzati - Musht zani

 yeh kitna hi kiyu na ho iss kay insaani sehat per koi burey asraat nahi partey.

 

    2. Khud lazzati - Musht zani (Masturbation)

 

    Khud lazzati sey muraad mubashrat aur ehtelam kay elawa kisi doosrey tareeqey sey mani (semen) ka ikhraj hai. Khud lazzati ka sab sey ahem zariya musht zani yani hath sey semen ka ikhraj hai. Hamarey haan sab sey zyada ghalat fehmiyan isi hawaley sey paee jati hain. Ek fard iss amal ko haftey mein 1 ya 2 bar karleta hai. Merey ba'az client rozana aur ba'az ek din mein 6,7 bar tak kar letey hain. Mera ek shadi shuda client 24 ghanto'n mein 15 dafa tak karleta tha, iss ney aisa kaee bar kiya, yani woh jagtey mein taqreeban har ghantey mein ek bar karleta tha. Woh abhi tak na sirf zinda, hatta katta bul kay kaee bachon ka baap hai.

    Mukhtalif muhaqqaqeen kay mutabiq 95%  sey 98% mard iss aadat ka shikar hain. Bohut sey bachey 10 saal ki umar sey pehley hi musht zani shuru kar detey hain. Agarcha khud lazzati ka shikar aisai naujawan hotey hain jin ki abhi shadi nahi hui hoti, magar jadeed research sey ma'aloom hua hai kai shadi shuda mard bhi aisa kartey hain. Mashoor American muhaqqiq Kinsey kay survey kay mutabiq America mein 70% shadi shuda graduate saal mein taqreeban 24 bar musht zani karletey hain. Yani ek maah mein 2 baar naujawano kay elawa 70 saala  boorhey bhi musht zani kartey hain.

 

 

 
Masturbation - Khud lazzati - Musht zani
 
<< Next       Prev >>
4567891011121314
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012