Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Musht zani kay hawaley sey doosra ahem masla ehsaas e gunah ka hai. Iss hawaley sey charon Imamon ki raey mein ikhtilaf hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Musht Zani In Islam In Urdu  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
 

Total views since 15 October 2009:
151251
 
Musht Zani In Islam In Urdu

 Guzishta sadi mein masturbation kay hawaley sey taraqqi yafta countries mein bohut research hui aur abhi tak iss kay kisi tarhan kay nuqsanat sabit nahi ho sakey.

    Musht zani kay hawaley sey doosra ahem masla ehsaas e gunah ka hai. Iss hawaley sey charon Imamon ki ra'ey mein ikhtilaf hai.

 

  1. Imam Malik aur Imam Shafai isey gunah aur haram samajhtey hain.
  2. Imam Abu Hanifa kay nazdeek  gunah sey bachney kay liye ba waqt e zarorat ki ja sakti hai aur ALLAH maaf farma dey ga.
  3. Imam Ahmad Bin Hanbal isey jaiz samajhtey hain, Inn kay nazdeek iss ka koi gunah nahi. Islam mein halal aur haram bohut wazeh hain. Masturbation kay hawaley sey Quran o Sunnah mein wazeh ahkamaat mojood nahi hain. Iss liye Imam Zehbi ney apni famous book "Gunah e Kabira Ki Kitab" mein 79 gunah kabira ka zikar kiya hai., inn mein musht zani shamil nahi. Iss sey maloom hota hai kay yeh kam az kam gunah e kabira nahi. Agarcha gunah e sagheera honay ki bhi koi wazeh daleel mojood nahi hai.

    3. Zakar Ka Size

 

    Hamarey yahan aksar mard penis ki lambai aur motai kai hawaley sey bohut conscious hain.

 

 
Musht Zani In Islam In Urdu
 
<< Next       Prev >>
678910111213141516
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012