Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Quran e Majeed kay mutabiq mubashrat sey insan ko sukoon milta hai. Mubashrat in Islam in Urdu.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Mubashrat In Islam In Urdu - Kasrat e Mubashrat - Frequent Intercourse  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
 

Total views since 15 October 2009:
124489
 
Frequent Intercourse - Kasrat e Mubashrat
  1. Kasrat e Mubashrat: (Frequent Intercourse)

   Baaz puraney hikma ka khayal tha kay insan ko sari zindagi ek hi baar mubashrat karna chahiyie, ya phir saal mein ek baar. "Saal mein ek sey zyada bar mubashrat karna apni qaber khodney kay mutradif hai". Neem hakeemon kay khayal kay mutabiq kasrat e mubashrat sehat kay liye nuqsandeh hai. Iss sey insan ko tarhan tarhan ki bemariyan lag jati hain. Europe aur America kay insan kasrat sey mubashrat kartey hain magar unki sehat hum logon sey bohut behter hai. Research sey sabit ho chuka hai kay kasrat e mubashrat kisi bhi tarhan sey nuqsandeh nahi hai. Chunancha mubashrat chahey kitni hi kyun na ki jaey nuqsandeh nahi hai. Ek din mein 10 bar bhi ki ja sakti hai.
     

    Quran e Majeed kay mutabiq mubashrat sey insan ko sukoon milta hai. Zahir hai kay sukoon ki ziyaditi kis tarhan nuqsandeh ho sakti hai. Taza tareen research sey yeh baat samney aaee hai kay woh log  jo week mein 2 bar ya zyada bar mubashrat (intercourse)  kartey hain unko un logon ki nisbat death ka risk 50% kam ho jata hai jo ek month mein ek bar mubashrat kartey hain. Iss kay elawa zyada mubashrat ki wajah sey insan masaney aur prostate kay cancer sey ziyada mehfooz rehta hai. Waisey bhi woh log jo jawani mein week mein kam sey kam 2 time ya zyada mubashrat kartey hain yehi log old age mein bhi mubashrat (intercourse) kay qabil rehtey hain.

 

 
Mubashrat In Islam In Urdu - Kasrat e  Mubashrat - Frequent Intercourse
 
<< Next       Prev >>
1112131415161718192021
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012