Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Ehtelam sey aksar nojawan zehni dabau aur ehsaas e gunah mein mubtala ho jatey hai. zehni dabau (stress) ki wajah sey fard bohut si doosri jismani beemariyon ka shikar ho jata hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Ehtelam - Zehni Dabau Aur Ehsaas e Gunah  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
127890
 
Ehtelam

Zehni Dabau Aur Ehsaas e Gunah 

Depression mein fard shadeed afsurdagi aur udaasi mehsoos karta hai, uski neend urr jati hai, bhook khatam ho jati hai jiski wajah sey woh kamzor honay lagta hai. Iss kay elawa zehni dabau (stress) ki wajah sey fard bohut si doosri jismani beemariyon ka shikar ho jata hai. Ab tehqeeq sey sabit ho chuka hai kay nafsiyati beemariyon ki sab sey bari wajah zehni dabau (stress) hai. Iss kay elawa 50 ta 80% jismani beemariyon ki wajah bhi zehni dabau hota hai. Iss sey ulcer sey cancer tak ho jata hai. Haqeeqat yeh hai kay ehtelam kay jinsi, zehni aur jismani sehat per koi burey asraat nahin partey.

    Iss ki ek aur wajah fard ki tawaqqa (expectation) bhi hai. Insaan jaisi tawaqqa karta hai waisa hi mehsoos karney lagta hai yani waisa hi ho jata hai. Ek American Dr. Norman ney ek dilchasp tajurba kya, iss tajurbey mein 10 log shamil thay. Inn mein Dr.Norman  khud bhi shamil tha. 10 log ek hotel mein ikatthey huey. Dr. Norman ney unn sey poocha kay woh agley saal kis cheez ki tawaqqa kartey hain. Har fard ney apni tawaqqa ek kaghaz per likhi aur inn sab ko alaehda alaehda envelope mein bund kar diya gaya. Ek saal ba'ad yeh sab log isi hotel mein ikatthey huey, inn mein ek fard na aaya. Ek ek kar kay sab kay envelope kholey gaey har fard ney jiski tawaqqa ki thi uss nay taqreeban woh cheez hasil karli thi. Ghaer hazir fard ka envelope aakhir mein khola gaya iss mein darj tha kay humarey khandaan mein mardon ki umrein zyada lambi nahin hotiin lehaza mera khayal hai kay mein agley saal tak zinda na rahun ga, aur woh faut ho chuka tha.

    Naujawan amooman pehley musht zani shuru kartey hain, phir ehsas e gunah aur iss kay farzi asraat kay khauf sey

 
Ehtelam - Zehni Dabau Aur Ehsaas e Gunah
 
<< Next       Prev >>
1718192021222324252627
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012