Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Musht zani sey jinsi suroor milta hai. Bohut sey bachey 10 saal ki umar sey pehley musht zanishuru kar detey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Musht zani Ki Umar Aur Jinsi Suroor  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
182220
 
Musht zani Ki Umar Aur Jinsi Suroor

 Mein aisey logon sey waqif hun jinhon ney kabhi khud lazzati nahin ki albatta unko ehtelam khoob hota tha. Bohut sey bachey 10 saal ki umer sey pehley musht zani shuru kar detey hain. Ba'az bachey 6 maah ki umer sey musht zani karney lagety hain, albatta inka andaz baron sey mukhtalif hota hai maslan maan bachey ko nehaltey waqt jab uss kay zakar ko mul kar saaf karti hai to usey shahoot aa jati hai aur uska zakar akarr jata hai yani usey erection ho jati hai. Isi tarah aap ney dekha hoga kay 6, 7 maah ka bacha bister per leta apney akrey zakar sey khel raha hai (choti umer kay bachey agar apney zakar ko chaerein to unko daantney ki bajaey unki tawajjah kisi aur taraf kar dein) iss umer mein bachon ko jinsi lutf (orgasm) to hasil hota hai magar inzal nahin hota. Mani ka ikhraj ya baloghat kay ba'ad hota hai. Merey paas ek bacha laya gaya bachey ki umer 4 saal thi woh apney zakar ko maan ya baap kay jism sey ragerr kar suroor hasil karta. Yaad rahey kay bachey kop maan kay paet mein tanau (erection) ho jata hai. (Hyde)

    Agarcha khud lazzati ka zyada ter shikar larkey hotey hain jin ki shadi na hui ho magar ab jadeed research sey ma'aloom hua hai kay shadi shuda mard bhi iss aadat mein mulawwis hain.

    Mashhoor American muhaqqiq Kinsey ki research kay mutabiq America 70% shadi shuda graduate saal mein taqreeban 24 baar musht zani karletey hain yani ek maah mein do baar tak musht zani kay zaryey mard amooman 2 ta 5 minute mein inzal hasil karletey hain.

 

 
Musht zani Ki Umar Aur Jinsi Suroor
 
<< Next       Prev >>
2223242526272829303132
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012