Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Purpose Of Marriage - Shaadi Kay Bunyadi Maqaasid  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
86480
 
Purpose Of Marriage
  • Hazrat Ayesha Siddiqa sey sawal kya gaya kay mard kay liye apni aurat sey jab kay woh haez ki haalat mein ho kis qadar ki ijazat hai farmaya kay uss kay liye sab kuch rawa hai siwaey uss ki sharam gaah kay. (ibn kaseer)
  • Hazrat Ayesha farmati hain kay mein aur RasoolAllah ek bartan mein ghusal kartey aur hum donon napaak hotey aur aap mujh ko hukum detey pus mein aap ka tehband baandh leti pus lagatey aap apney jism ko merey jism sey yani tehbandh kay ooper ooper aur mein haez ki haalat mein hoti. (bukhari, muslim)

    Ahaadees aur Quran majeed sey ma'aloom hota hai kay azdawaji zindagi mein islam mein wazeh tor per teen cheezon ko haram qarar diya gaya hai ek maq'ad, doosra haez aur teesra nifas mein mubashrat.

    Waisey bhi shaadi kay bunyadi do maqaasid hain nasl e insani ki baqa aur jinsi sukoon ka husool. Sex ka aksar auqaat maqsad aulaad ka husool nahin bul kay lutf o sukoon hota hai aur iss kay liye mubashrat zaroori nahin bul kay jinsi sukoon ko kaee tariqon sey hasil kya ja sakta hai.

     Inn tariqon ko haez, hamal aur bachey ki paeda'esh kay ba'ad aur aam haalaat mein bhi istimaal kya ja sakta hai maslan ba'az auqaat biwi kisi wajah sey nahana nahin chahti. Shaandaar azdawaji zindagi kay liye inn tariqon ki tafseel humari doosri kitab "Azdawaji Khushyan…Mardo'n Kay Liye" sey dekh lijiyie.

 

 
Purpose Of Marriage - Shaadi Kay Bunyadi Maqaasid
 
<< Next       Prev >>
9596979899101100102103104105
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012