Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Variety In Sex - Mubashrat Mein Variety  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
60979
 
Variety In Sex
  1. Dakhool kay ba'ad khawand chikni ungli sey aap kay bazer ko musalsal aap kay pasandeeda tariqey sey mushta'il karey jab aap orgasm kay bilkul qareeb pohonch jaein to ishara karein aur khawand bazer kay ishtiaal ko jari rakhtey huey taez jhatkey lagaey to aap orgasm hasil karleingi. Dakhool kay ba'ad aap khud bhi apney pasandeeda tariqey sey bazer ko mushta'il kar sakti hain. Aam haalaat mein yeh tariqa bhi nakaam nahin hota mubashrat kay aksar tariqon main bazer ko bila wasta mushta'il kya jasakta hai.
  2. Bohut si aurtein dakhool kay ba'ad bayak waqt pistano'n ko choosney, nipples ko dabaney aur bazer kay ishtiaal sey orgasm hasil kar leti hain aap bhi isey istimaal kar sakti hain.
  3. Aurat kay orgasm hasil karney kay liye zaroori hai kay foreplay aur mubashrat mein variety ho kisi bhi ek tariqey sey aurat jald ukta jati hai mard ki nisbat aurat ko variety ki zyada zaroorat hai.
  4. Ba'az aurtein jinsi tasawwuraat (sexual thoughts) sey bhi orgasm hasil kar leti hain, aap bhi mubashrat kay doran apney pasandeeda tasawwuraat ko istimaal kar kay dekhein.
  5. Humarey haan orgasm hasil na karney ki bari wajah waqt ki kami ya khawand ka jald manzil (discharge) ho jana hai inn donon surto'n meinmien kay alihda ho janey kay ba'ad aap pursukoon rahein aur apni madad aap kay tehat apney bazer (clitoris) ko apney pasandeeda tariqey se mushta'il kar kay orgasm hasil kar lein.
  6. Mubashrat kay ba'az tariqey (sex positions) aisi hain jin kay istimaal sey bhi aap orgasm hasil kar sakti hain maslan
 
 
<< Next       Prev >>
919293949596979899101100
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012