Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Chicken Pox In Urdu
Chicken Pox In Urdu
Hepatits Types And Treatment In Urdu
Hepatits Types And Treatment In Urdu
Dengue In Urdu
Dengue In Urdu
Cholera | Haiza
Cholera | Haiza
 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Kon ghalat?mai ya woh?

Social Problem
 
 
 
Muhammad Atif Group: Members  Joined: 14th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 113  Age:  30  
Posted on:26th Jan 2012, 2:14pm
 

Sadia khan

A.a.a sister zahir he galat to apk husb kr rhe he or is prob ki sb se bari wja b ye he k apk susral ka mahol pehle se e ajeb se ajeb tar he.., or prob or b bhr gai jb ap yaha he or ap k husb waha he.... To sawal ye he is prob ko hal kese kia jae,... Ap apni story thora sa puri kr de.Ok to Ap ye btae k apki shadi ko kitna arsa hua he or ye b btae k shadi k bad wo kitna arsa ap sath rahe or udar unka kam kya he or apki jethani udar rehti he ya ap jaha susral me he waha rehte he???
sunehri76 Group: Members  Joined: 04th Aug, 2007  Topic: 95  Post: 4582  Age:  36  
Posted on:26th Jan 2012, 3:51pm
 

sadia

apko depress hone ki zarurat nahi hai...apke shohar ache hain,apko bata bhi dete hain har bat jitna apki baton se andaza lagaya...balke unhe khud bhi thoda ehsas hai ke bhabi ziada free hain...

ap koshish karain ke ye sab batain apne mind se nikalain...aur khud ko easy rakha karain...apne husband ko kabhi baton se ye ehsas na hone dain ke a ghalat soch rahi hain...balke unhe samjhayen ke wo khud thoda sa reserve rehne ki koshish karain...agar wo wahan daily jate hain to ana jana kam kar dain...ahista ahista reserve honge kam ka bahana kar ke.ya time na hone ka to apki jhethani bhi shahid mehsoos na kare ziada aur unki dosti ek had tak barkarar bhi rahegi aur apke husband kuch reserve bhi ho jayenge...

jab tak apke husband ek step back nahi honge tab tak apki jhethani free rahengi aur sab waisa chalta rahega,...apne husband ko samjhayen ke jab unhe unka koi mazak acha nahi lagta ya wo aisi bat kahain jo wo unse nahi kehni chahye thi to wo positiv responce na dain...yani muskurayen nahi unki bat pe...tabhi use andaza hoga ke shahid unhe ye sab pasand nahi ...
sadia_khan Group: Members  Joined: 24th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 16  Age:  23  
Posted on:27th Jan 2012, 1:38am
 

Muhammad Atif

meri shadi ko saal honay wala hai.wo puri family samait bahar hotay hain.mai yahan parents k sath rehti hoon.jithani b udhar he hoti hai.
sadia_khan Group: Members  Joined: 24th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 16  Age:  23  
Posted on:27th Jan 2012, 1:39am
 

Muhammad Atif

wo shadi k foran baad chalay gaye thay hum ne sath time nahi guzara
tote_sapne Group: Members  Joined: 02nd Nov, 2011  Topic: 3  Post: 789  Age:  26  
Posted on:27th Jan 2012, 1:48am
 

sadia khan

to sis ap kyo yaha ho apne shohar ke sth q nhi ho rahti ese ly shyd use ziada free hote hai apke shohar .or ha apne shohar ko ehsas dilane ke ly apne dewar se mat bat krna ye glt rasta hai .
sadia_khan Group: Members  Joined: 24th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 16  Age:  23  
Posted on:27th Jan 2012, 1:51am
 

sunehri76

apki baat theek hai k meray shohar mujhe har baat batatay hain kuch nahi chhupatay.usko ye b ehsaas hai k bhabi ko aqal nahi k konsi baat karni hai konsi nahi.meray shohar reserve jab ho gaye to uski bhabi sab ko ye batana shuru ho gayi k sajid (my husband) shadi k baad change ho gaya hai.kisi ka khayal nahi rakhta ab.biwi k elawa usay ab koi nazar nahi ata...mera phone b ab nahi uthata.sirf apnay bhai ki khair khairyat poochta hai mera koi khayal nahi....ab mai agar parayi aurat k munh say apnay husband k liye aisi batain sunoon gi to pareshan hona to lazmi hai.
sadia_khan Group: Members  Joined: 24th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 16  Age:  23  
Posted on:27th Jan 2012, 1:59am
 

tote_sapne

mai apni khushi say akeli nahi reh rahi.majboori hai.saal baad he mai ja paoon gi.behnoi wali baat mai ne is liye ki thi q k mai chahti hoon k jis ehsas ne mujhe bey sakoon kar dia us say mera shohar guzray ga tab he wo realize karay ga.mera maqsad usko ehsas dilana hai.
Muhammad Atif Group: Members  Joined: 14th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 113  Age:  30  
Posted on:27th Jan 2012, 7:42am
 

Sister

Ap jitna is bare soche gi utna e apni sehat or relation khrb kr le gi.., is lie ap pyar jatati rahe ahista ahista apne husb ko b ap sedhi rah pe le aye gi ek dum se ye masla tec nh hoga agr ap ek dum se krne ki koshish kre gi to mamla bigr jae ga .ap apne husb se jb bat krti he to us se srf isi mozu pe bat mat kia kre un se ap romantic,unk busines roz mara ki masrufiat ki bate kia kre or bheech me is topic pe b thori c bat kia kre or pyar se smjhaya kre .., ap ko agr is masle se jan churani he to unk ehsas ko ahista ahista se jagana he bilkul wese jese ek doctor consling krta he... Or wo acha insan b he ap k qareb ata jae ga or phr wo apki har jaiz b mane ga or utni der me ap ne b udar chale e jana he to sb tec ho jae ga. Ap muje ye btae k ap k jeth ki shadi apki shadi se kitna arsa pehle hue thi. Or kya apk jeth or apk husb ka busines ek he.
sadia_khan Group: Members  Joined: 24th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 16  Age:  23  
Posted on:27th Jan 2012, 1:29pm
 

Muhammad Atif

main apki is baat say ittefaq karti hoon k ye batain directly aur indirectly is relation ko effect kary gi.ghar ko abaad karna ya ujarna aurat k hath mai hota hai.mai har mumkin koshish karti hoon k mai sabar say kaam loon.pyar say maamla khatam ho jaye lekin kabhi kabhi baat bardasht say bahir ho jati hai.hum donon ki pehli larai jithani ki kisi baat ko lay kar hui thi us waqt mai ne is baray mai boht behes ki thi ye b mai ne kaha k mujhe uska yoon free ho kar baat karna pasand nahi 2 ya 3 ghantay mai ne is topic par baat ki thi.apnay shohar ko mohtaat rehnay ko kaha tha lekin pir uskay baad mai ne note kia k chalo husband to ab meray kehnay par thoray reserved ho gaye hain lekin jithani kay tor tareekay wahi k wahi hain.khud ko tassali di k yar husband to thoray change ho gaye hain ye baat kafi thi.jithani say lekin jab b bat hoti koi na koi fazool bat keh deti meray shohar k baray mai.1 dafa bardasht kar lia 2 dafa bardasht kar lia lekin pir jab meray shohar job k baad hospital pohnchay tab to bilkul b bardasht nahi hua.mai jealous nahi hoon na he selfish hoon.rishton ka taqaddus barqarar rahay mai bus ye chahti hoon.meri jithani ki shadi ko 8 saal ho chukay hain
Muhammad Atif Group: Members  Joined: 14th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 113  Age:  30  
Posted on:27th Jan 2012, 5:25pm
 

Sadia

Apko bardasht krna hoga or behas to bilkul nh krni husb se or na larai .... Agr ap us khatarnak orat k chungal se apne husb ko churana he to. Ap apni jethani k mun mat lgna bas apne husb ko apni mohabat ka ehsas dilti jae or pyar se or planing se ap k husb ko us se picha chorane ko kahe or itna asan nh hoga q k 7 sal se wo apk husb k qareb he jb ap nh ti...
sunehri76 Group: Members  Joined: 04th Aug, 2007  Topic: 95  Post: 4582  Age:  36  
Posted on:27th Jan 2012, 5:31pm
 

apki

jhitani jo marzi batain banati hain ap unhe banane dain ...uski care na karain...aur na hi apke husband ko karni chahye... bas ek had tak rakhain aur kam ya masroofiyat ka bahana bana dain...akhir shadi ke bad unhe apko time dena hi chahye aur is tarah se zahir hai bhabi jaise rishte ke lye itna time nahi bachta aur zarurat se ziada hona bhi nahi chahye

ap apne husband ke sath nahi rehti is waqt ? aur agar nahi to kab tak chances hain ?? koshish karain ke apne husband ke pas jaldi jayen aur ziada se ziada time unke sath guzarain ke unhe waqai me bhabi ka ziada khayal na aye....
sadia_khan Group: Members  Joined: 24th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 16  Age:  23  
Posted on:28th Jan 2012, 1:08am
 

Muhammad Atif

mai boht bardasht say kaam leti hoon ayenda b bardasht karungi.thora dar hai k ye na ho uski bhabi ab ye bolay k sadia k kehnay par sajid change ho gaya hai.wo meray shohar ko apna sab kuch manti hai.in donon k darmiyaan boht dosti rahi hai meray shohar theek tarha say baat na karay to gila karti hai k change ho gaye ho mera khayal nahi rakhtay na he meri bachi ka.shadi say pehlay to boht achay thay...
tote_sapne Group: Members  Joined: 02nd Nov, 2011  Topic: 3  Post: 789  Age:  26  
Posted on:28th Jan 2012, 1:36am
 

saida khan

ap itna dar kyo rahi ho itna kyo apni jethani ki fkrmnd rahti ho wo kya sochegi kya kahegi wo apka shohar unka nhi jo itna wo haq jata rahi hai apke shohar par uska apna shohar uska khyl rkhne ke ly humare bhi chachi chacha hai koi kisi pe haq nhi jatata hai har koi apni wfie bache ke khud khyl rkhte hai na ke jeth jb koi majboori ya koi pareshni hoti hai tbhi help krte hai apki jethani agr gila karen to kare apka shohr hai uska nhi .
Muhammad Atif Group: Members  Joined: 14th Dec, 2011  Topic: 3  Post: 113  Age:  30  
Posted on:28th Jan 2012, 1:54am
 

Sister

Ek bat ap hamesha yad rakhe k hum har insan ko khush nh rakh skte mtlb ye k agr apki niat saf he to ap ki jithani agr gila krti b he to parwa mat kr q k agr ap k husb us se piche hat te he to is me apki jithani ka b faida he infutre.... Hope meri bat smj gai he.... Short term mat socho long term dekho ... Abi to ap baus jo behter he wo kam kre.,.ok
1>>
 
 
 
Gall Bladder | Pitta
Gall Bladder | Pitta
Stomach Problems And Treatment
Stomach Problems And Treatment
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
HIV And Aids Causes And Treatment
HIV And Aids Causes And Treatment In Urdu

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.

© Copyright 2003-2017 www.forum.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us