Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Low Libido Reasons - Lack Of Sexual Desire - Jinsi Khwahish Ki Kami Ki Medical Wajohaat 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
19939
 
Low Libido Physical Reasons - Lack Of Sexual Desire

 Ba'az khawateen ki jinsi khwahish (libido) aur dilchaspi mahwaari kay chakkar (menses cycle) kay sath badalti rehti hai iss tarah ba'az khawateen ki khwahish baeza raezi (ovulation) kay dinon mein kam ho jati hai jab kay ba'az khawateen ki yeh khwahish barh jati hai ba'az khawateen ki jinsi khwahish baeza raezi aur mahwaari (menses) kay darmiyani arsey mein kam ho jati hai inn dinon ba'az khawateen ka estrogen level kam ho jata hai jis ki wajah sey aurat thakawat, ser dard aur hot flashes mehsoos karti hai iss kay elawa faraj mein jalan aur khushki ho jati hai jo mubashrat mein takleef (painful intercourse) ka sabab banti hain mahwaari kay qareeb testosterone mein bhi kami ho jati hai jis ki wajah sey jinsi khwahish (libido) kam ho jati hai yeh kami testosterone dey kar poori ki ja sakti hai.

  1. Beemariya'n (illness)

    Kaee beemariya'n bhi jinsi khwahish (libido) mein kami ka sabab banti hain maslan depression ki wajah sey fard shadeed udaasi aur afsurdagi mehsoos karta hai aur amooman jinsi khwahish (sexual desire) kam hojati hai iss kay elawa depression ki adviyat bhi ba'az auqaat jinsi khwahish ko kam kardeti hain. Sugar ki wajah sey bhi yeh masla paeda ho jata hai, aam beemariyo'n ki wajah sey bhi jinsi dilchaspi (sexual desire) khatam ho jati hai khusoosan agar beemari lambi ho jaey agar beemari aarzi hai to beemari khatam honay per jinsi khwahish khud ba khud bahaal ho jati hai ba'az auqaat khawand ki lambi beemari ki wajah sey mubashrat mein taweel waqfa aa jata hai jis ki wajah sey jinsi khwahish (libido) khatam ho jati hai iss surat mein beemari kay khatmey per mubashrat ki shaoori koshish ki jaey.

 
 
<< Next       Prev >>
190191192193194195196197198199200
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012