Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Low libido (lack of sexual desire) ki zyada ter wajoohaat nafsiyati hoti hain magar kabhi medical wajoohaat bhi hoti hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Low Libido Physical Reason - Lack Of Sexual Desire - Jinsi Khwahish Ki Kami Ki Medical Wajohaat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
20344
 
Low Libido Physical Reasons - Lack Of Sexual Desire

 Yeh janney kay liye keh shayad aap kay maslay ki wajah yehi masbat fawaed hun to aap apney aap sey sawal karein keh agar aap jinsi tor per theek hon to iss kay kiya naqa'es aur manfi asraat murattib hun gey agar yehi wajah hai to aap ko nafsiyati elaj ki zaroorat hai.

 

 12. Jinsi Zyaditi

    Bachpan mein bohut sey bachey jinsi zyaditi ka shikar ho jatey hain ba'az bachey iss sey khauf zada ho jatey hain aur ba'az iss ki wajah sey ehsaas e gunah mein mubtala ho jatey hain jis ki wajah sey unn ko sex sey nafrat ho jati hai aur unn ki jinsi khwahish bohut kam ya bilkul khatam ho jati hai.

Jinsi Khwahish Mein Kami Ki Medical Wajoohaat

(Physical Reasons Of Low Libido)

 

    Agarcha iss masley ki ahem wajoohaat (80%) nafsiyati hoti hain magar ba'az auqaat iss ki wajah medical bhi hoti hai inn mein sey chund ahem medical wajoohaat darj zael hain:

  1. Jinsi Hormones Ki Kami (low testosterone level)

    Khwateen o hazraat ki jinsi khwahish ka ta'alluq jinsi hormone testosterone kay sath hota hai agar iss mein kami ho jaey to phir aurat ki jinsi khwahish kam ho jati hai lekin aisa hota bohut hi kam hai.

  2. Fitri Tabdeeliya'n (natural swing)

 
Low Libido Physical Reasons - Lack Of Sexual Desire - Jinsi Khwahish Ki Kami Ki Medical Wajoohaat
 
<< Next       Prev >>
189190191192193194195196197198199
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012