Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Low Libido Reasons - Lack Of Sexual Desire - Jinsi Khwahish Ki Kami Ki Wajoohaat 4  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
21344
 
Low Libido Reasons - Lack Of Sexual Desire

 Jab ek lamba arsa ek aurat musalsal jinsi itmenan-o-sukoon se mehroom rehti hai to woh shadeed uljhan ka shikar ho jati hai aur phir mazeed frustration sey bachney kay liye la sha'oori tor per uski jinsi khwahish kam aur ba'az auqaat khatam ho jati hai.

 

  9. Hamal Ka Khauf (fear of pregnancy)

    Ba'az auqaat aurat kisi wajah sey mazeed bachey nahin chahti maslan pehley hi kafi bachey hain ya aakhri bachey ki paeda'esh per aurat ko shadeed takleef ka saamna karna para, to iss surat mein amooman aurat ki jinsi khwahish bohut kam ho jati hai kay na mubaashirat ho gi na hamal hoga aur na hi bacha paeda karney ki takleef.

 

 10. Maazi Kay Tulkh Waqe'aat (bad experiences of the past)

    Ba'az auqaat aurat key zehen sey mazi kay saabqa tulkh waqe'aat maslan laraee jhagray, khawand ka nagawar ravayya aur purani beemari waghaera nahin nikaltey jo kay abhi tak la shaoor mein mojood hotey hain aur aurat ko tung kar rahay hotey hain jis ki wajah sey aurat ki jinsi dilchaspi aur khwahish kam ho jati hai.

 

 11. Masbat Fawaed (positive benefits)

    Ba'az auqaat iss masley ki wajah bari dilchasp hoti hai yani la shaoori tor per biwi khawand ko pareshani  aur sharmindagi sey bachati hai maslan khawand ko tana'u ya sur'at-e-inzaal ka masla hai jis ki wajah sey woh jald manzil ho jata hai aur phir sharmindagi mehsoos karta hai aisi surat mein biwi ko na jinsi khwahish hogi na mubaashirat ho gi aur na hi khawand ko sharmindagi ka saamna karna parey ga.

 
Low Libido Reasons - Lack Of Sexual Desire - Jinsi Khwahish Ki Kami Ki Wajoohaat
 
<< Next       Prev >>
188189190191192193194195196197198
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012