Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Painful intercourse (Takleef deh mubashrat) ki ek wajah ek beemari bhi hai iss beemaari mein aurat mubashrat mein takleef mehsoos karti hai
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Painful Intercourse - Takleef deh Mubashrat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
100353
 
Painful Intercourse

Takleef Deh Mubashrat

Painful Intercourse

    Aam haalaat mein mubashrat ek bohut hi purlutf amal hai jis sey donon mian biwi bey panaah lazzat aur sukoon hasil kartey hain agarcha pehli mubashrat amooman donon mian biwi kay liye kuch takleef ka baa'iss hoti hai khusoosan dulhan zyada takleef mehsoos karti hai aur agar parda e bakarat (hymen) phatey to zakhm ko mundamil honay mein chund din lag jatey hain. Iss tarah pehli chund mubashratein aurat kay liye kuch takleef deh hoti hain, uss kay ba'ad lutf hi lutf, magar ba'az khwateen ko iss kay ba'ad bhi mubashrat mein takleef hoti hai dard amooman kisi jismani kharabi ko zahir karta hai. Iss surat mein pehley marhaley mein kisi achi doctor sey apna tafseeli mua'aina karwaein orgasm hasil na karney kay ba'ad khawateen ki yeh doosri aam jinsi beemaari hai.

    Takleef deh mubashrat ki ek wajah ek beemari bhi hai iss beemaari mein aurat mubashrat mein takleef mehsoos karti hai iss ki ka'ee wajoohaat ho sakti hain maslan faraj mein infection ho, mubashrat kay waqt faraj mein chiknahat ki kami bhi ek wajah hoti hai. Iss ka sabab yeh hota hai kay aurat kay jinsi jazbaat poori tarah nahin ubhrey hotey aisi surat mein biwi kay jinsi jazbaat ko khoob ubhara jaey jab jazbaat khoob ubhar jatey hain to faraj mein zyada chiknahat ho jati hai phir dakhool aur mubashrat aasaan ho jati hai. Ta'hum mubashrat ko mazeed aaraam deh bananey kay liye masnoo'ee chiknahat ko bhi istaemal kiya jaey maslan

 

 
Painful Intercourse - Takleef deh Mubashrat
 
<< Next       Prev >>
170171172173174175176177178179180
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012