Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Vaginismus - Causes - Adumdakhool - Wajoohaat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
37726
 
Vaginismus - Causes

   Foreplay aur bazer kay ishte'aal sey orgasm tak hasil karleti hain magar ju'nhi dakhool ka marhala aaey ga yeh shadeed khaufzada ho jati hain ba'az surton mein aisi aurat ko teeka laga kar bey hosh kar kay mubashrat ki koshish ki gaee woh bhi kaamyaab na hosaki ta'hum yeh beemaari bohut kam hai aisi khwateen kay khawand bar bar ki naakaami kay ba'ad sex mein dilchaspi kho detey hain aur saanvi namardi ka shikaar ho jatey hain.

 

Adumdakhool Ki Wajoohaat (Causes Of Vaginismus)

    Iss masley ki wajoohaat nafsiyati bhi hoti hain aur jismani bhi. Ta'hum zyada ter wajoohaat nafsiyati hoti hain merey apney tajurbey kay mutabiq iss ki sab sey bari wajah mubashrat ka khauf hai humarey haan iss hawaley sey bohut si ghalat baatein ma'aroof hain meri ek mareeza ney bataya kay uss kay mian ney usey bataya tha kay uss kay dost ki shaadi ki pehli raat uski biwi ki cheekhein dur dur tak suni gaee'n zahir hai kay yeh bilkul mubaaligha hai pehli mubashrat mein itni takleef nahin hoti ya larki ney suna hota hai kay mubashrat kay ba'ad woh haamila hogi aur bachey janney kay doran woh marr jaegi yani iss khauf ki wajah aksar auqaat ghalat ma'aloomaat aur laa ilmi hoti hai.

   Mubashrat kay khauf ki ba'az doosri wajoohaat bhi hoti hain maslan koi jinsi kashmakash, bachpan ki jinsi zyadti, zina biljabar, mardo'n ka khauf aur faraj kay phatney ka saha'oori ya laa sha'oori khauf waghaera iss kay elawa ehsaas e gunah aur sex ko gunda samajhna bhi ek aam wajah hai.

 

 
 
<< Next       Prev >>
175176177178179180181182183184185
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012