Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Frigidity In Women - Jinsi Sardmehri  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
44958
 
Jinsi Sardmehri

 iss surat mein agar aap ney bharpoor koshish na ki to phir shayad kabhi mubashrat na ho sakey.

Jab bhi koi cheez jinsi lazzat kay liye faraj mein dakhil ki jaey gi to aurat per ghusl e janabat lazim ho jaega. Agar jinsi lazzat kay baghaer elaj waghaera kay liye koi cheez maslan ungli faraj mein daakhil ki jaegi to ghusl wajib na hoga magar ba'az fuqha'a ki ra'ey mein jab bhi koi cheez faraj mein daakhil ki jaegi uska maqsad jinsi lazzat ho ya elaj, ghusl zarori ho jata hai ehtiyaat ka taqaza yehi hai kay iss mushq kay ba'ad ghusl kar liya jaey.  

 

Jinsi Sardmehri

(Frigidity)

    Khwateen kay jinsi lutf mein sab sey bari rukawat jinsi sardmehri hai iss beemari mein aurat jinsi ishte'aal sey awwal to jinsi lutf hasil nahin kar pati ya bohut hi ma'amooli lutf mehsoos karti hai aisi aurtein orgasm hasil nahin kartiin jinsi sardmehri mein aurat na sirf jinsi lutf kay ehsaasaat mehsoos nahin karti bul kay jismani jinsi ishte'aal sey uski faraj mein chiknahat bhi nahin hoti bohut hi ma'amooli aur bara'ey naam chiknahat hoti hai isey jinsi bey hisi bhi kehtey hain

    Jinsi sardmehri ki do aqsaam hain

 
Jinsi Sardmehri
 
<< Next       Prev >>
180181182183184185186187188189190
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012