Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Painful Intercourse - Takleef deh Mubashrat 4  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
31570
 
Painful Intercourse

 khawand ya zaati ishte'aal ki wajah sey wahan zakhan ho gaya hai aur woh sooj gaya hai. Iss surat mein ek hafta sex aur foreplay sey perhaez karein to yeh theek ho jaey ga warna doctor ko dikhaein. Bazer kay dard ki ek bari wajah chiknahat kay baghaer isey mushta'il karna hai le'haza isey aa'enda humesha chiknahat kay sath hi mushta'il kya jaey. Ta'hum orgasm kay ba'ad aksar aurton ka bazer bohut hassas aur takleef deh ho jata hai. Yeh bilkul normal cheez hai agar bazer per koi zakham ho to foran kisi doctor ko dikahein. Agar do teen doctors kay mua'aeney kay ba'ad koi jismani wajah samney na aaey to phir iss masley ki wajah nafsiyati ya jazbaati hoti hai amooman aisi aurtein apni jinsi zindagi sey ghaer mutmain hoti hain. Jinsi dilchaspi mein kami ya adam dilchaspi bhi ek wajah ho sakti hai. Ba'az khawateen mu'aashirey mein phaeley huey jinsi mughalito'n ki wajah sey bhi shadeed khauf ka shikaar ho jati hain aur iss khauf mein faraj ka mu'nh tung ho jata hai jis ki wajah sey mubashrat takleef deh ho jati hai aisi surat mein kisi achey mahir-e-nafsiyat sey elaj ki zaroorat hai.

 
Painful Intercourse - Takleef deh Mubashrat
 
<< Next       Prev >>
173174175176177178179180181182183
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012