Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Testosterone level (Jinsi hormone) ki buland satah sey mard zyada taqatwar aur puraetmaad mehsoos karta hai aur jinsi amal ko umar kay aakhri hissey tak jari rakh sakta hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Testosterone Level - Jinsi Hormone Ka Level  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
151853
 
Testosterone Level - Jinsi Hormone Ka Level

Iss sey jinsi hormone testosterone ka level high hojata hai jo mard ki jinsi khwahish aur erection kay liye zaroori aur mufeed hai. Isski wajah sey mard jinsi lehaz sey ziyada taaqatwar aur pur aetmaad mehsoos karta hai aur jinsi amal ko umar ki last hissey taq jari rakh sakta hai. Isskay elawa regular sex sey mard prostate aur masaney (bladder) kay diseases khas tor per cancer aur harniya sey mehfooz rehta hai. Mardon ki tarhan aurton kay liye bhi ziyada sex mufeed hai. Khawateen mein jinsi hormone estrogen kay high level ko berqarar rakhney kay liye regular sex bohut zaroori hai. Estrogen ki zyada miqdar aurat ki bones ko mazboot karti hai jo kay menopause patli aur kamzor ho jati hai aur inkay break honey ka khatra ziyada ho jata hai. Iss kay elawa estrogen ki zyadti khawateen ko heart diseases sey bhi bachaati hai aur zindagi ko khushi ka ehsas deti hai. Regular sex ki wajah sey aurat menopause kay bohut sey masa'el sey bach jaati hai. Research sey maloom hua hai kay orgasm basically aurat ki sehat kay liye mufeed hai. Estrogen aur testosteronekay level ko barqarar rakhney ka liye week mein aik yeh 2 bar mubaashirat (intercourse)  mufeed aur zaroori hai. Waisa bhi mubaashirat (intercourse)  sawab ka zariya hai phir iss sawab kay husool mein kanjosi kyun? Aik mard deyly 4 to 5 time aasani sey mubaashirat (intercourse)  kar sakta hai. 10 timiss bhi kara jasakta hai. Merai apney aik client nay 1 hour mein 4 timiss aur 1 day mein 8 timiss mubaashirat (intercourse)  kara. lekin jinsi amal sirf mubaashirat (intercourse)  nahi, jinsi sukoon ko mubaashirat (intercourse)  kay elawa doosrey tareeqon sey bhi hasil kara ja sakta hai. Jiska detail zikar aagey aaey ga.

 
Testosterone Level - Jinsi Hormone Ka Level
 
<< Next       Prev >>
2829303132333435363738
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012