Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Aurat kay liye suitable age for marriage (shadi ki behatrin umar) 20 to 25 saal hai. Iss doran mein paeda honay wali aulad zyada sehat mand hoti hai. Mard kay liye suitable age for marriage (shaadi ki behtarin umar) 25 to 27 saal hai waisey 30 saal tak bhi theek hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Suitable Age For Marriage - Shaadi Kay Liye Behtarin Umar  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
74642
 
Suitable Age For Marriage - Shaadi Kay Liye Behtarin Umar

 Nikah aur shaadi kay hawaley sey mandarja zael baaton ko madd e nazar rakhna mufeed hoga.

 

     Aurat kay liye shaadi ki behtarin umar 20 ta 25 saal hai. Iss doran mein paeda honay wali aulad zyada sehat mand hoti hai. Mard kay liye shadi ki behtarin umar 25 ta 27 saal hai waisey 30 saal tak bhi theek hai. Behtar yeh hai kay shaadi kay waqt larki ki umar 5 ya 10 saal choti ho kyun kay bachon ki paedaesh ki wajah sey aurat ka jism jald dhull jata hai, jiski wajah sey aurat kay jism mein kashish kam hojati hai. Agar biwi ki umar kam hogi to uski jismani kashish ziyada deyr tak barqarar rahey gi. Waisey bhi aurat jismani aur zehni  lehaz sey mard ki nisbat jald mature ho jati hai. Iss liye larki ki umar kisi tarhan bhi larkay sey zyada nahi honi chahiyie.

 

    Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ney kisi doosrey kay nikah kay paigham per paigham bhaijnay sey manaa kar waya hai. Hazrat Abdullah bin umer sey riwayat hai kay Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya naa paigham bhaijay nikah ka koi tum mein sey apney muslim bhai kay paigham per. Hazrat Abu Huraira sey riwayat hai kay Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya kay koi shakhs apney bhai ki mangni pey mangmi naa karey. Apney sey pehley paigham bhaijnay wala ya iss jagah nikah karley ya iss jagah nikah ki baat cheet chordey. (Muslim, Bukhari)

 

    Experts ka kehna hai kay engagement aur shadi kay beech mein ziyada lamba arsa nahi hona chahiyie. Ziyada sey ziyada 1 year ka gap ho. Agar beech mein gap ziyada hoga to donon specially mard ziyada frustration ka shikar hojata hai.

 
Suitable Age For Marriage - Shaadi Kay Liye Behtarin Umar
 
<< Next       Prev >>
2324252627282930313233
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012