Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Aaj kay mahir e nafsiyat kehtey hain kay kamyab marriage (shadi) kay liye zaroori hai kay mian ko biwi ki aik aadh cheez zaroor pasand ho. Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay 1400 saal pehley nikah sey pehley aurat ko dekh lenay ka hukum ya kam sey kam mashwara diya tha.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Marriage And Islam - Shaadi Aur Islam  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
93018
 
Marriage And Islam - Shaadi Aur Islam

 Quran mein irshad hai "Nikah karo jo tumko pasand ai, aurton sey 2 aur 3 aur 4 aur agar yeh khauf ho kay insaaf naa kar sako gey to 1 sey. (Al-Nisa 3)

 

    Aaj kay mahir-e-nafsiyat kahtey hain kay kamyab shadi kay liye zaroori hai kay mian ko biwi ki aik aadh cheez zaroor pasand ho. Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay 1400 saal pehley nikah sey pehley aurat ko dekh lenay ka hukum ya kam sey kam mashwara diya tha.

  • Hazrat Abu-Huraira biyan kartey hain kay Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay aik admi sey jisnay kisi aurat sey shadi karney ka irada kara tha pucha kiya tu nay uss ko dekh liya hai. Uss nay nafi mein jawab diya. Aap Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya jao uss aurat ko dekh lo kyun kay ansar ki ankhun mein kuch (Aeb) hai. (Muslim)
  • Hazrat Mughaira-Bin-Shoba nay aik aurat ko nikah ka paigham diya. Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya, tum iss aurat ko dekhlo. Isskay baat tawaqa hai kay ulfat aur ittehat kaym rahey. (Ahmed, Ibn-e-Maja, Tirmizi, Darmi, Nissey)
  • Shadi sey pehley shareek-e-hayat ko dekh leyna mu'nhnaasib hai kay iss sey rishta-e-nikah ki paidari ka saman hota hai. (Tirmizi)
  • Hazrat Jabir sey riwayat hai kay Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya tum mein sey jo shakhs kisi aurat ko nikah ka paigham dey usko chahiyie kay agar mu'nhmkin ho to iss aurat ko aik naazar dekh ley. (Mishkaat)
 
Marriage And Islam - Shaadi Aur Islam
 
<< Next       Prev >>
1819202122232425262728
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012