Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Quran o Sunnah ki roshni mein maaloom hota hai kay mard ko chahiyie kay woh apni honay wali biwi ko marriage (shaadi) se pehley dekh lay (iss tarhan biwi bhi iss ko dekh lay gi) takay woh iss mein koi aisi cheez dekh ley jiski wajah sey woh iss mein kashish mehsoos karey.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Marriage And Islam - Shaadi Aur Islam 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
87857
 
Marriage And Islam - Shaadi Aur Islam
  •  Jab tum mein sey koi shakhs aurat ko shadi ka paigham dey aur woh uskay sarapa sey woh kuch dekh sakay jissey isska isski taraf melan barhai to woh aisa kar sakta hai. (Masnaad Ahmed)
  • Aik aur hadees hai jab tummein sey koi shakhs kisi aurat ko nikah ka paigham dey to hatol emkan isssey dekh leynaa chahiyie kay aya issmein koi aisi cheez hai jo usko us aurat sey nikah ki raghbaat delanay wali ho. (Abu Dawood)
  • Jab tummein sey koi shakhs kisi aurat ko nikah ka paigham bhaijaey to phir us aurat ko dekhnay mein koi gunah nahi bashart yeh kay woh shadi ka irada rakhta ho aur zaroori nahi kay iss aurat ko bhi maloom ho kay mu'nhjhey dekha ja raha hai. (Yani chup kar bhi usey dekha ja sakta hai) (Ahmed).

    Quran-o-Sunnah ki roshni mein maloom hota hai kay mard ko chahiyie kay woh apni honay wali biwi ko dekh lay (iss tarhan biwi bhi iss ko dekh lay gi) ta kay woh iss mein koi aisi cheez dekh ley jiski wajah sey woh iss mein kashish mehsoos karey. Lekin Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ney tanhai mein milnay sey manaa farmaya hai. Irshad hai "Hargiz hargiz koi mard kisi aurat kay saath tanhai mein naa miley kay iss surat mein inkay saath teesra shetan hota hai." (Tirmizi)

 

    Shadi ki 2 bari aqsaam hain.

  1.  Mohabbat ki shaadi (Love Marriage)
  2. Khandaan ki taraf sey tai kari hui shaadi (Arrange Marriage)
 
Marriage And Islam - Shaadi Aur Islam
 
<< Next       Prev >>
1920212223242526272829
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012