Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Marriage (Shaadi) kay liye kuch important factors (zaroori baaton) ka khayal rakhna chahiyie.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Important Factors In Marriage - Shaadi Kay Liye Ahem Baatein  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
75411
 
Important Factors In Marriage - Shaadi Kay Liye Ahem Baatein

 Shaadi ki date fix kartey waqt larki ki haez (menses) ka zaroor dheyan rakhna chahiyie. Aisa naa ho kay shadi kay 1 or 2 days kay baad haez (menses) start hojaey. Issey mian shadeed jismani aur zehni  tension ka shikar hoga. Shaadi ki date haez (menses) kay 8-10 days kay baad rakhni chahiyie ta'kay mian biwi mubaashirat (intercourse)  sey bharpoor lutf andooz ho sakay. Haez (menses) kay foran baad aurat kay jinsi jazbaat sard par jatey hain. En dino isski tabiyat mein chirchira pan, afsurdigi aur beychaeni paeda hojati hai.

 

    Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ka hukum hai kay shaadi dhoom dham sey honi chahiyie ta'kay har kisi ko pata chaley kay falan shakhs ki shadi hogai hai. Irshad hai "Nikah ka elan karo, nikah masjid mein karo aur iss per daf pito (Khoob elan ho)". (Tirmizi) Islam mein khufiya shadi sey manaa kara gaya hai ba'az fuqahah kay naazdeek khufiya shadi zina kay baraber hai. Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ka irshad hai kay halal aur haram mein hadd-e-fasil nikah ki shohrat aur daf hai. (Tirmizi)

 

    Shadi kartey waqt iss cheez ka bhi dheyan rakha jaey kay mian biwi ki height choti naa ho. Aisi surat mein usool-e-wirasat kay mutabiq bachon ki height kam hogi jiski wajah sey yeh bachey ehsaas-e-kamtari ka shikar hojaeyn gey aur larkiyon ki shadi mein bhi masa'el paida hongey yani donon mein sey aik ki height lazmi lamba hona chahiyie. Issi tarhan donon mian biwi ka rung bhi ziyada dark nahi hona chahiyie. Iss surat mein usool-e-wirasat kay mutabiq bachon kay colour dark hongey aur yeh becharai bhi ehsaas-e-kamtari mein mubtala ho jaein gey.

 
Important Factors In Marriage - Shaadi Kay Liye Ahem Baatein
 
<< Next       Prev >>
2425262728293031323334
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012