Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Family discipline (Khandaan kay nazm o zabt) ko barqarar rakhney kay liye mian biwi mein ek ka sarbarah hona zaroori hai. Agar donon bilkul baraber ka darjah aur ikhtiayarat rakhtey hun to khandan badnazmi ka shikar ho jaey ga.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Family Discipline - Khandan Ka Nazm o Zabt  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
82626
 
Family Discipline - Khandan Ka Nazm o Zabt

 Donon khandan nasli, qaumi, mali aur muashrati lehaz sey baraber ho. Donon ek qabeeley sey hoon ya mukhtalif qabeelon sey lekin phir bhi ham palla hun. Jadeed nafsiyat bhi ab iss usul ki ahmiyat ko tasleem karti hai yani hum usually unn logon ko pasand kartey hain jo hamari tarhan kay hun. Specially nasal, qaum, muashi aur muashrati maqam kay lehaz sey. Zahir hai kay shaadi pasand kay logon kay saath to zyada kamiyab rehti hai.

 

    Khandan kay nazm o zabt ko barqarar rakhney kay liye mian biwi mein aik ka sarbarah hona zaroori hai. Agar donon bilkul baraber ka darjah aur ikhtiayarat rakhtey hun to khandan badnazmi ka shikar ho jaey ga. Amooman mard jismani aur zehni  lehaz sey aurat sey afzal hai. Nafsiyat ki research sey bhi maloom hua hai kay mard ko Allah nay masail hal karney ki special ability da hai. Issi liye Islam mein khandan ki sarbarahi mard ko di gai hai.

 

    Quran mein irshad hai "Mard aurton per Qawam (Hakim) hai. Iss bina per kay Allah nay ek ko doosrey per fazeelat di hai aur iss bina per kay woh apney amwal kharch kartey hain. Bas jo naek aurtein hain woh shohron ki ata'at karney wali aur unki ghair mojodgi mein ba-tofeeq-e-elahi inkay huqooq ki hifazat karney wali hoti hain", (Al-Nisa 34)

 

    Chunancha mian ki zimme daari hai kay woh khandan ko tahaffuz dey, isski tamam zarooriyat ko pura karey aur khandan ki kifalat karey. Khawateen ko hukum hai kay siwaey gunah kay kam kay har kam mein mian ki ataat karey. Kisi bhi idarey kay nazm o nasq ko chalaney kay liye sarbarah ko baaz auqat sakhti karni parti hai Chunancha Quran mein mian ko hasb e zaroorat biwi ko saza deney ki ijazat di gai hai

 
Family Discipline - Khandan Ka Nazm o Zabt
 
<< Next       Prev >>
2122232425262728293031
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012