Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Men (Mard) aur women (aurat) mein bohut sey sexual differences (jinsi lehaz sey ikhtilaaf) hain. Mard mamooli ishteaal sey bohut jald jinsi amal kay liye tayyar hojata hai aur manzil ho kar zehni sukoon hasil karna chahta hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sexual Differences Between Men And Women - Mard Aur Aurat Kay Jinsi Ikhtilaaf  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
139720
 
Sexual Differences - Mard Aur Aurat - Jinsi Ikhtilaaf
  • Mard amooman first orgasm aur discharge sey zyada lutf uthata hai jab kay khawateen aksar doosrey ya teesrey orgasm sey. Yad rahey kay 95% khawateen orgasm kay saath secreaation discharge nahi karti.
  • Humarey yahan yeh baat bohut mashhoor hai kay aurat kay liye lambi mubaashirat (intercourse)  zyada lutf angaez hota hai. Jab kay research sey sabit hua hai kay aurton ki majority ko lambi mubaashirat (intercourse)  naa pasand hai. Khas tor per woh aurtein jo sirf mubaashirat (intercourse) sey orgasm hasil nahi karti. Taqriban 80% khawateen sirf dakhool sey orgasm hasil nahi karti chahey mubaashirat (intercourse)  kitni hi lambi kyun naa ho. Agar mubaashirat (intercourse)  30 min sey ziyada jari rahey to aurat ki faraj dry hojati hai, iss mein swelling hojati hai jo iss kay liye takleef ka ba'iss hoti hai.
  • Mard aur aurat jinsi lehaz sey aik doosrey sey kafi mukhtalif hain. Mard mamooli ishteaal sey bohut jald jinsi amal kay liye tayyar hojata hai aur manzil ho kar zehni sukoon hasil karna chahta hai lekin agar woh jinsi stimulation kay baad discharge naa ho to shadeed frustration aur discomfort ka shikar hojata hai. Agar mian ko biwi kay non cooperation ki wajah sey bar bar iss tajurbey sey guzarna parey to woh sex mein interest kho deta hai aur baaz auqat woh naa mardi ka shikar hojata hai.
  • Master And Johnson ki research kay mutabiq amooman 50 saal ki umar tak discharge kay baad mard ka 50% erection foran khatam hojata hai aur 50% barqarar rehta hai. Agar erection zyada der jari rahey to phir amooman discharge kay baad jaldi khatam nahi hota.
 
Sexual Differences Between Men And Women - Mard Aur Aurat Kay Jinsi Ikhtilaaf
 
<< Next       Prev >>
2930313233343536373839
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012