Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Humarey yahan mardon ki bohut bari taadaad taqreeban 90% ko mubashrat kay asal maqam ka pata nahi hai. Woh nahi jantey kay mubashrat kahan kii jati hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Physical Examination - Jismaani Muaina  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
216300
 
Physical Examination - Jismaani Muaina

Jismaani Muaina (Physical Examination)

 

    Chand din pehley aik dulhan ney bey panaah khushi kay saath mujhey phone kara kay hamari help sey woh mubashrat (intercourse)  karney mein kamyab hogaey hain. Yeh inki pehli mubashrat (intercourse)  thi jo kay shadi kay 1.5 saal kay baad hui. Mian biwi donon naujawan aur parhey likhey they. Shuru mein kaee maah tak unko pata hi naa tha kay mubashrat (intercourse)  karnaa kahan hai. Karachi kay famous doctor Syed Mobeen Akhter ney apney aik dilchasp case ka zikar kara. Shadi kay taqreeban 1 saal baad mian biwi doctor sahib kay paas aaey, pareshan thay kay biwi abhi tak pregnant nahi hui. Jab tafseeli interview kara gaya to ajeeb baat saamney aaee kay inn donon ko pata hi nahi tha kay mubashrat (intercourse)  kahan karna hai aur woh pichley 1 saal sey naaf (umbilicus) mein mubashrat (intercourse)  kar rahey thay. Kuch din pehley mein ney bohut sey shadi shuda or aisey  ghaer shadi shuda naujawaan jinki jald shadi honay wali thi, sey pucha kay kiya unko mubashrat (intercourse)  ki exact jagah ka pata hai yaqeen kareyn kay kisi aik ko bhi pata naa tha.

 

    Humarey yahan mardon ki bohut bari ta'adaad taqreeban 90% ko mubashrat (intercourse)  kay asal maqaam ka pata nahi hai. Woh nahi jantey kay mubashrat (intercourse)  kahan kii jati hai. Woh sirf andazey sey mubashrat (intercourse)  kartey hain jiski wajah sey aksar mardon ko dakhool mein problem hoti hai aur ba'az mard dakhool ki koshish mein dakhool sey pehley hi discharge ho jatey hain jis sey inhein sharmindigi aur biwi ko frustration hoti hai aur ba'az afraad ka tanau (erection) dakhool ki koshish mein hi khatam ho jatq hai. Jo mian biwi donon kay liye mayusi ka ba'iss hota hai.

 

 

 
Physical Examination - Jismaani Muaina
 
<< Next       Prev >>
3334353637383940414243
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012