Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Men (Mard) aur women (aurat) mein bohut sey sexual differences (jinsi lehaz sey ikhtilaaf) hain. Aksar mahireen ka khayal hai kay mard sex ko ziyada ahmiyat deyta hai jab kay aurat romance ko.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sexual Differences Between Men And Women - Mard Aur Aurat Kay Jinsi Ikhtilaaf 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
117634
 
Sexual Differences - Men Women - Mard Aurat - Jinsi Ikhtilaaf

 Hunt kay survey sey maloom hua kay 5% aurton mein shadi kay baad mu'nhbashirat ki khwahish nisbaatan kam the magar Redook kay survey mein 33% biwiyon nay baataya kay en ki khwahish the kay woh mojoda hullat sey ziyada mu'nhbashirat kartin, yani en ki jinsi khwahish shadi kay shuru dino mein ziyada the.

  • Aksar mahireen ka khayal hai kay mard sex ko ziyada ahmiyat deyta hai jab kay aurat romance ko. Magar baaz doosrey mahireen ka khayal hai ka donon muhbashirat chahtey hain. Doosrey alfaz mein aurat bhi sex ko bohut pasand karti hai farq yeh hai kay aurat ko sex sey bhar poor lutf uthanay kay liye kam sey kam 20 sey 30 min Mohabbat kay khail (Foreplay) ki zororat hai jabkay mard ko amoman sirf 2, 3 min kay foreplay ki zaroorat hai aur baaz ko to koi zaroorat nahi hoti. Woh foran jinsi amal kay liye tayar hojaatey hain. Tahem aik baat per taqreeban sarai mahireen mu'nhtafiq hain kay mard buniyadi tor per mu'nhbashirat aur anzal chata hai. Woh mard jin ko bhar poor sex milta hai woh apni biwiyon ko bhar poor Mohabbat deytey hain. Kyun kay mard kay dil aur ruh ko kholnay kay liye isey bhar poor sex ki zaroorat hoti hai.
  • Mubaashirat kay waqt shadeed jinsi isshtiyal ki wajah sey mard kay jism mein kaee tabdiliyen roonuma hoti hain maslan nabz ki raftar tez hoti hai. Blood presssure aur saans ki raftaar double ho jati hai aur garmiyon mein mard ka jism paseeney sey sharaboor ho jata hai.

 

 
Sexual Differences - Men Women - Mard Aurat - Jinsi Ikhtilaaf
 
<< Next       Prev >>
3233343536373839404142
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012