Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Mubaashirat aik team work hai jis mein donon mian aur biwi ka ta'awwun zaroori hai. Agarcha ziyada zimmeydari mard per hai. Donon mein sey koi aik bhi bharpoor taawwun naa karey to mubaashirat bharpoor lutf sey mehroom hoti hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Intercourse In Islam - Mubashrat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
171630
 
Intercourse In Islam - Mubashrat

    Hazrat Muhammad(P.B.U.H) farmaya, tumhara kiya khayal hai kay agar koi shakhs haram tariqey sey shahoot puri karey to ussey gunah nahi hota (yaqeenaan hota hai) lehaza iss tarhan agar koi shakhs hullal tareqai sey apni shahoot puri karta hai to issko ajar aur sawab sey nawaza jata hai.(Muslim) Aur agar biwi ta'awwun naa karey to woh gunah gar hogi. (Bukhari)

  • Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay apni biwi kay saath mubashrat (intercourse)  ki baatein doosrey logon ko baata nay sey sakti sey manaa kara hai. Hazrat Abu Saeed Khadri sey riwayat hai kay Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya kay gayamat kay din Allah ki nigah mein woh shakhs bohut bura hoga jo apni biwi sey hum bister ho aur woh iss kay raaz ko (logon per) zahir karey. (Bukhari)
  • Mubashrat (intercourse)  aik team work hai jismein donon mian aur biwi ka ta'awwun zaroori hai. Agarcha ziyada zimmedari mard per hai. Donon mein sey koi aik bhi bharpoor taawwun naa karey to mubashrat (intercourse)  bharpoor lutf sey mehroom hoti hai.
  • Humarey yahan yeh khayal hai kay ziyada mubashrat (intercourse)  insan ki sehat kay liye nuqsandey hai, jabkay research kay rissults bilkul ulat hain. British medical journal 1997 ki aik research mein scientist nay maloom kara kay woh mard jo ziyada mubashrat (intercourse)  kartey hain enki umar lambi hoti hai. Woh mard jo week mein kamsey kam 2 bar mubashrat (intercourse)  kartey hain inhein maut ka khatra inn mardon ki nisbat 50% kam hota hai jo aik month mein sirf aik bar mubashrat (intercourse)  kartey hain. Research sey maloom hua hai kay regular sex donon mian biwi kay liye mufeed hai.

 

 
Intercourse In Islam - Mubashrat
 
<< Next       Prev >>
2728293031323334353637
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012