Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Sexual Needs Of Women - Biwi Ki Jinsi Zarooriyat 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
54470
 
Sexual Needs Of Women

 Amooman mian biwi ki pasand ek jaisi nahin hoti ek doosrey ki pasand mein farq hota hai ek subah ko jinsi amal chahta hai aur doosra raat ko, ek bilkul andherey mein mubashrat karna chahta hai jab kay doosra saathi roshni ya kam roshni mein. Iss surat mein masalihat ka ravayya ikhtiyar karna hoga yani kuch mano aur kuch manwao, ek doosrey kay jinsi jazbaat ka ehtram karein.

    Khawand ko apni jinsi zarooriyat bataney ka ek tariqa yeh bhi hai kay aap uss kay sath wahi karein jo aap chahti hain  kay woh aap kay sath karey phir aap usko bata bhi dein kay aap ka maqsad kya hai ya phir uss kay hath ko pakrein, uski ungliyon mein apni ungliyan daalein aur apney pasandeeda daba'u, raftaar, maqam aur direction kay hawaley sey us ki rehnumaee karein aur jab woh theek karey to yeh bataney kay liye kay aap ko pasand hai, karahney ki aawazein nikalei'n.

  1. Sex kay hawaley sey kabhi mian sey inkaar na karein Allah kay nabi ne bhi sukhti kay sath mana farmaya hai. Jab aap inkar karti hain to aap darasal mian ko yeh paeghaam dey rahi hain kay aap kay nazdeek uski koi ehmiat nahin ya aapko sex pasand nahin. Jab aap bar bar khawand ko mustarid karti hain to woh mardana kamzori (erectile dysfunction) ka shikar ho jata hai ya uski mardaangi kamzor parr jati hai jadeed mahireen ka khayal hai kay woh biwiyan jo inkaar nahin kartiin unki azdawaji aur ghareloo zindagi shaandaar hai, khawand aisi biwiyon kay aashiq hotey hain. Iss surat mein zaroori nahin kay mubashrat hi ho mian ko 'mutabadil jinsi tariqon' sey bhi jinsi sukoon muhayya kya ja sakta hai.

 

 
 
<< Next       Prev >>
101102103104105106107108109110111
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012