Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Take Care Of Yourself  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
43444
 
Take Care Of Yourself

 Jism saaf suthra aur buu sey paak ho humarey haan chu'nkay aksar khawateen ko kitchen mein kaam karna hota hai jiski wajah sey aksar khawateen sey paseeney, lehsen, pyaz aur adrak waghaera ki buu aati hai jo kay mard kay jinsi jazbaat kay liye zeher hai. Libas ki taraf khusoosi dhayan dein. Ghar mein mian ki mojoodgi mein har waqt pur kashish libas pehnein, muhabbat kay khel aur jinsi amal kay waqt libas silky aur narm ho. Yeh aap kay jism kay lums ko mazeed narm aur mula'em kar kay mard kay lutf mein bey panaah izafa karta hai. Koshish karein kay libas khawand ki pasand ka ho, humarey haan ajeeb chalan hai ghar mein aurtein amooman gandey libas mein hoti hain baher nikleingi to pur kashish banein gi. Mian ki pasand ka makeup istimaal karein, baal sanwrey hun. Mian kay liye seeney kay ubhar ko mazeed purkashish banaein, apney pistaanon kay darmyan surkh rung lagaein jo baher sey khawand ko nazer aaey. Apney nipples kay ooper surkhi aur ghaza lagaein, khushboo daar lipstick istimaal karein khushboodaar sabun sey ghusal karein jism aur kapron per khushbuu lagaein, munh sey buu na aaey. Safaee aurat kay apney jazbaat aur khawand kay jazbaat ko bhi ubhaarti hai. Humesha khubsurat aur purkashish nazar aaein taa kay khawand jab bhi aap ko dekhey aap mein kashish mehsoos karey.

 

    10. Rungon kay intekhab mein khusoosi tawajjuh dein khusoosan apney libas aur bister ki chaderein waghaera kay intekhab mein. Inn kay rung aap kay mian ki pasand kay hun khusoosan aap kay libas ka rung, taa hum ba'az rung muhabbat, josh, walwala aur shahoot kay rung hain gehrey aur roshan rung mood mein josh paeda kartey hain. Roshan aur chamkeela neela, gulabi numa surkh, suraj mukhi jaisa peela aur lemon ki tarha sabz rung shahoot, josh, walwala aur muhabbat kay jazbaat ko ubhartey hain.

 
 
<< Next       Prev >>
105106107108109110111112113114115
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012